Title (Indic)आज मौसम बड़ा बेईमान है, आज मौसम् WorkLoafer Year1973 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Mohammad Rafi Writer Anand Bakshi LyricsHindiआज मौसम बड़ा बेईमान है बड़ा बेईमान है, आज मौसम आने वाला कोई तूफ़ान है कोई तूफ़ान है, आज मौसम क्या हुआ है, हुआ कुछ नहीं है बात क्या है पता कुछ नहीं है मुझसे कोई ख़ता हो गई तो इस में मेरी ख़ता कुछ नहीं है ख़ूबसूरत है तू रुत जवान है आज मौसम बड़ा बेईमान है काली-काली घटा दर रही है ठंडी आहें हवा भर रही है सबको क्या-क्या गुमान हो रहे हैं हर कली हम पे शक कर रही है फूलों का दिल भी कुछ बदगुमान है ऐ मेरे यार ऐ हुस्न वाले दिल किया मैंने तेरे हवाले तेरी मर्ज़ी पे अब बात ठहरी जीने दे चाहे तू मार डाले तेरे हाथों में अब मेरी जान है Englishāj mausam baṛā beīmān hai baṛā beīmān hai, āj mausam āne vālā koī tūfān hai koī tūfān hai, āj mausam kyā huā hai, huā kuchh nahīṅ hai bāt kyā hai patā kuchh nahīṅ hai mujhse koī khatā ho gaī to is meṅ merī khatā kuchh nahīṅ hai khūbsūrat hai tū rut javān hai āj mausam baṛā beīmān hai kālī-kālī ghaṭā dar rahī hai ṭhaṅḍī āheṅ havā bhar rahī hai sabko kyā-kyā gumān ho rahe haiṅ har kalī ham pe śhak kar rahī hai phūloṅ kā dil bhī kuchh badgumān hai ai mere yār ai husn vāle dil kiyā maiṅne tere havāle terī marzī pe ab bāt ṭhahrī jīne de chāhe tū mār ḍāle tere hāthoṅ meṅ ab merī jān hai