Lo aa gayee unkee yaad, vo naheen aaye

लो आ गयी उनकी याद, वो नहीं आये
Work
Year
Language

लो आ गयी उनकी याद, वो नहीं आये

दिल उनको ढूँढता है, गम का सिंगार कर के
आँखे भी थक गयी हैं, अब इंतज़ार कर के
एक साँस रह गयी है, वो भी ना टूट जाये

रोती हैं आज हम पर, तनहाईयाँ हमारी
वो भी ना पाये शायद, परछाईयाँ हमारी
बढ़ते ही जा रहे हैं, मायूसीयों के साये

लौ थरथरा रही है, अब शम-ए-जिन्दगी की
उजड़ी हुयी मोहब्बत, मेहमां है दो घड़ी की
मर कर ही अब मिलेंगे, जी कर तो मिल ना पाये

lo ā gayī unkī yād, vo nahīṅ āye

dil unko ḍhūṇḍhtā hai, gam kā siṅgār kar ke
āṇkhe bhī thak gayī haiṅ, ab iṅtazār kar ke
ek sāṇs rah gayī hai, vo bhī nā ṭūṭ jāye

rotī haiṅ āj ham par, tanhāīyāṇ hamārī
vo bhī nā pāye śhāyad, parchhāīyāṇ hamārī
baṛhte hī jā rahe haiṅ, māyūsīyoṅ ke sāye

lau tharathrā rahī hai, ab śham-e-jindgī kī
ujaṛī huyī mohabbat, mehmāṅ hai do ghaṛī kī
mar kar hī ab mileṅge, jī kar to mil nā pāye