लिखा है तेरी आँखों में, किसका अफ़साना
लता: लिखा है तेरी आँखों में, किसका अफ़साना - 2
किशोर: अगर इसे समझ सको, मुझे भी समझाना
लिखा है तेरी आँखों में, किसका अफ़साना …
लता: जवाब था किसी तमन्ना का,
लिखा तो है मगर अधूरा सा
अरे ओ ओ ओ ओ
जवाब था किसी तमन्ना का,
लिखा तो है मगर अधूरा सा
किशोर: कैसी न हो मेरी हर बात अधूरी,
अभी हूँ आधा दिवाना
लता: लिखा है तेरी आँखों में, किसका अफ़साना
किशोर: अगर इसे समझ सको, मुझे भी समझाना
लता: लिखा है तेरी आँखों में, किसका अफ़साना
लता: जो कुछ नहीं तो ये इशारे क्यूँ,
ठहर गए मेरे सहारे क्यूँ
अरे ओ ओ ओ ओ
जो कुछ नहीं तो ये इशारे क्यूँ,
ठहर गए मेरे सहारे क्यूँ
किशोर: थोड़ा सा हसीनों का सहारा लेके चलना,
है मेरी आदत रोज़ाना
लता: लिखा है तेरी आँखों में, किसका अफ़साना
किशोर: अगर इसे समझ सको, मुझे भी समझाना
लता: लिखा है तेरी आँखों में, किसका अफ़साना
किशोर: यहाँ वहाँ फ़िज़ा में आवारा,
अभी तलक़ ये दिल है बेचारा
अरे ओ ओ ओ ओ
यहाँ वहाँ फ़िज़ा में आवारा,
अभी तलक़ ये दिल है बेचारा
लता: ओ ओ … दिल को तेरे अब तक ना समझे,
तुझही को हमने पहचाना
लता: लिखा है तेरी आँखों में, किसका अफ़साना
किशोर: अगर इसे समझ सको, मुझे भी समझाना
लता: लिखा है तेरी आँखों में, किसका अफ़साना
latā: likhā hai terī āṇkhoṅ meṅ, kiskā afsānā - 2
kiśhor: agar ise samajh sako, mujhe bhī samjhānā
likhā hai terī āṇkhoṅ meṅ, kiskā afsānā …
latā: javāb thā kisī tamannā kā,
likhā to hai magar adhūrā sā
are o o o o
javāb thā kisī tamannā kā,
likhā to hai magar adhūrā sā
kiśhor: kaisī na ho merī har bāt adhūrī,
abhī hūṇ ādhā divānā
latā: likhā hai terī āṇkhoṅ meṅ, kiskā afsānā
kiśhor: agar ise samajh sako, mujhe bhī samjhānā
latā: likhā hai terī āṇkhoṅ meṅ, kiskā afsānā
latā: jo kuchh nahīṅ to ye iśhāre kyūṇ,
ṭhahar gae mere sahāre kyūṇ
are o o o o
jo kuchh nahīṅ to ye iśhāre kyūṇ,
ṭhahar gae mere sahāre kyūṇ
kiśhor: thoṛā sā hasīnoṅ kā sahārā leke chalnā,
hai merī ādat rozānā
latā: likhā hai terī āṇkhoṅ meṅ, kiskā afsānā
kiśhor: agar ise samajh sako, mujhe bhī samjhānā
latā: likhā hai terī āṇkhoṅ meṅ, kiskā afsānā
kiśhor: yahāṇ vahāṇ fizā meṅ āvārā,
abhī talaq ye dil hai bechārā
are o o o o
yahāṇ vahāṇ fizā meṅ āvārā,
abhī talaq ye dil hai bechārā
latā: o o … dil ko tere ab tak nā samjhe,
tujhhī ko hamne pahchānā
latā: likhā hai terī āṇkhoṅ meṅ, kiskā afsānā
kiśhor: agar ise samajh sako, mujhe bhī samjhānā
latā: likhā hai terī āṇkhoṅ meṅ, kiskā afsānā