Title (Indic)कामोश सा अफ़साना पानी से लिखा होता WorkLibaas Year1988 LanguageHindi Credits Role Artist Writer Gulzar LyricsHindiख़ामोश-सा अफ़साना पानी से लिखा होता न तुम ने कहा होता, न हम ने सुना होता दिल्ल की बात न पूछ, दिल तो आता रहेगा दिल बहकता रहा है, दिल बहकता रहेगा दिल को हम ने कुछ समझाया होता ख़ामोश-सा अफ़साना … सहमे से रहते हैं, जब ये दिन ढलता है एक दिया बुझता है, एक दिया जल्ता है तुम ने कोई तो दीप जलाया होता ख़ामोश-सा अफ़साना … इतने साहिल ढूँढे, कोई न सामने आया जब मँझधार में डूबे, साहिल थामने आया तुम ने साहिल को पहले बिछाया होता ख़ामोश-सा अफ़साना … Englishkhāmośh-sā afsānā pānī se likhā hotā na tum ne kahā hotā, na ham ne sunā hotā dill kī bāt na pūchh, dil to ātā rahegā dil bahaktā rahā hai, dil bahaktā rahegā dil ko ham ne kuchh samjhāyā hotā khāmośh-sā afsānā … sahme se rahte haiṅ, jab ye din ḍhaltā hai ek diyā bujhtā hai, ek diyā jaltā hai tum ne koī to dīp jalāyā hotā khāmośh-sā afsānā … itne sāhil ḍhūṇḍhe, koī na sāmne āyā jab mṇjhdhār meṅ ḍūbe, sāhil thāmne āyā tum ne sāhil ko pahle bichhāyā hotā khāmośh-sā afsānā …