Title (Indic)बदरा की छाँव तरे नन्हीं-नन्हीं बून्दियाँ WorkLekh Year1949 LanguageHindi Credits Role Artist Music Krishan Dayal Performer Mukesh Performer Suraiya Writer Raghupat Rai LyricsHindiसु: बदरा की छाँव तरे नन्हीं-नन्हीं बून्दियाँ हिल-मिल बैठें दोनों यहीं मन भाये रे आई बहार बलमा मन नाहीं माने तुझ बिन सइयाँ मोहे सूना जग लागे बदरा की छाँव तरे नन्हीं-नन्हीं बून्दियाँ हिल-मिल बैठें दोनों यहीं मन भाये रे मु: हिल-मिल बैठें दोनों कोई न पास हो ( हिल-मिल बैठें दोनों कोई न पास हो दिन करे राम ऐसा आई बहार हो ) -2 सु: इत-उत ढूँढूँ बालम बदरा की छँव रे जिया नहीं लागे मोरा तुम किस ठाँव रे बदरा की छाँव तरे नन्हीं-नन्हीं बून्दियाँ हिल-मिल बैठें दोनों यहीं मन भाये रे मु: मन में उमंग मोरे आँखों में प्यार जी ( मन में उमंग मोरे आँखों में प्यार जी होंठों से निकले नाम तेरा हर बार जी ) -2 सु: बदरा की छाँव तरे नन्हीं-नन्हीं बून्दियाँ हिल-मिल बैठें दोनों यहीं मन भाये रे दो: प्यार के सपने सदा सुहाने प्यार करे वो न अपने-बेगाने मेरी आँखों में सूरत तुम्हारी राम करे न जाये बिसारी ( बदरा की छाँव तरे नन्हीं-नन्हीं बून्दियाँ हिल-मिल बैठें दोनों यहीं मन भाये रे ) -2 Englishsu: badrā kī chhāṇv tare nanhīṅ-nanhīṅ būndiyāṇ hil-mil baiṭheṅ donoṅ yahīṅ man bhāye re āī bahār balmā man nāhīṅ māne tujh bin saiyāṇ mohe sūnā jag lāge badrā kī chhāṇv tare nanhīṅ-nanhīṅ būndiyāṇ hil-mil baiṭheṅ donoṅ yahīṅ man bhāye re mu: hil-mil baiṭheṅ donoṅ koī na pās ho ( hil-mil baiṭheṅ donoṅ koī na pās ho din kare rām aisā āī bahār ho ) -2 su: it-ut ḍhūṇḍhūṇ bālam badrā kī chhṇv re jiyā nahīṅ lāge morā tum kis ṭhāṇv re badrā kī chhāṇv tare nanhīṅ-nanhīṅ būndiyāṇ hil-mil baiṭheṅ donoṅ yahīṅ man bhāye re mu: man meṅ umaṅg more āṇkhoṅ meṅ pyār jī ( man meṅ umaṅg more āṇkhoṅ meṅ pyār jī hoṅṭhoṅ se nikle nām terā har bār jī ) -2 su: badrā kī chhāṇv tare nanhīṅ-nanhīṅ būndiyāṇ hil-mil baiṭheṅ donoṅ yahīṅ man bhāye re do: pyār ke sapne sadā suhāne pyār kare vo na apne-begāne merī āṇkhoṅ meṅ sūrat tumhārī rām kare na jāye bisārī ( badrā kī chhāṇv tare nanhīṅ-nanhīṅ būndiyāṇ hil-mil baiṭheṅ donoṅ yahīṅ man bhāye re ) -2