Le le le yaar jaam se too ... chuskee chuskee

ले ले ले यार जाम से तू ... चुसकी चुसकी
Work
Year
Language

आह चुसकी चुसकी आ हा हा
चुसकी चुसकी चुसकी
ले ले ले यार जाम से तू इस दिलबर के नाम से तू चुसकी

अंगूरी पानी मस्ती की रवानी
आई कस के जवानी बड़ी सुहानी
ले ले ले यार जाम से …

महबूबा को भुलाना जो चाहे जिस्म को दबाना
अरे कुछ सोच मेरे यारा ले प्यार से तू चुसकी

साथ में एक हसीना हो रात को चाँद सितारों की
अरे मस्ती वाली बातें हों महफ़िल में कुछ यारों की
कुछ न सोच मेरे यारा
ले ले ले यार जाम से …

āh chuskī chuskī ā hā hā
chuskī chuskī chuskī
le le le yār jām se tū is dilbar ke nām se tū chuskī

aṅgūrī pānī mastī kī ravānī
āī kas ke javānī baṛī suhānī
le le le yār jām se …

mahbūbā ko bhulānā jo chāhe jism ko dabānā
are kuchh soch mere yārā le pyār se tū chuskī

sāth meṅ ek hasīnā ho rāt ko chāṇd sitāroṅ kī
are mastī vālī bāteṅ hoṅ mahafil meṅ kuchh yāroṅ kī
kuchh na soch mere yārā
le le le yār jām se …