ले तो आये हो हमें सपनों की गाँव में
ले तो आये हो हमें सपनों की गाँव में
प्यार की छाँव में बिठाये रखना
सजना ओ सजना …
तुमने छुआ तो तार बज उठे मन के
तुम जैसा चाहो रहे वैसे ही बन के
तुम से शुरू, तुम्हीं पे कहानी खत्म करे
दूजा न आये कोई नैनो के गाँव में
ले तो आये हो हमें …
छोटा सा घर हो अपना, प्यारा सा जग हो
कोई किसी से पल भर न अलग हो
इसके सिवा अब दूजी कोई चाह नहीं
हँसते रहे हम दोनों फूलों के गाँव में
ले तो आये हो हमें …
le to āye ho hameṅ sapnoṅ kī gāṇv meṅ
pyār kī chhāṇv meṅ biṭhāye rakhnā
sajnā o sajnā …
tumne chhuā to tār baj uṭhe man ke
tum jaisā chāho rahe vaise hī ban ke
tum se śhurū, tumhīṅ pe kahānī khatm kare
dūjā na āye koī naino ke gāṇv meṅ
le to āye ho hameṅ …
chhoṭā sā ghar ho apnā, pyārā sā jag ho
koī kisī se pal bhar na alag ho
iske sivā ab dūjī koī chāh nahīṅ
hṇste rahe ham donoṅ phūloṅ ke gāṇv meṅ
le to āye ho hameṅ …