Le aayaa hoon car yaar banglaa bhee hai taiyaar chalo jee

ले आया हूँ cअर यार बंगला भी है तैयार चलो जी
Year
Language

ले आया हूँ car यार बंगला भी है तैयार चलो जी चलो जी
हो यार मेरे दिलदार किया है मैने कब इन्कार चलो जी चलो जी
हां दिल में तेरे प्यार है होंठों पे इकरार है
बड़ा रंगीला यार है अरे वाह वाह वाह चलो जी चलो जी
हो ले आया हूँ car …

ज़ुल्फ़ें ये तेरी लहराई हैं ये काली घटाएं छाईं हैं
अब छम छम बरसेगा पानी ये मुझे भिगोनें आईं हैं
ये मौसम बड़ा अनोखा है कुछ करले प्यार का मौक़ा है
तू जान से प्यारा है मुझको कब मैने तुझको रोका है
दिल करता तेरे होंठों को चूमूं मैं सौ सौ बार
हटो जी चलो जी
ओ ले आया हूँ car …

है एक तरफ़ आशिक़ मेरा दुनिया के दीवाने एक तरफ़
अनमोल बड़ा है प्यार तेरा ये सारे खज़ाने एक तरफ़
ये प्यार निभाने की कसमें कब तू लेगी कब मैं लूंगा
मेरे यार मैं सारी दुनिया को कदमों में तेरे रख दूंगा
तेरी मीठी बातों ने छेड़े हैं दिल के तार
सुनो जी हां कहो जी
हो ले आया हूँ car …

le āyā hūṇ car yār baṅglā bhī hai taiyār chalo jī chalo jī
ho yār mere dildār kiyā hai maine kab inkār chalo jī chalo jī
hāṅ dil meṅ tere pyār hai hoṅṭhoṅ pe ikrār hai
baṛā raṅgīlā yār hai are vāh vāh vāh chalo jī chalo jī
ho le āyā hūṇ car …

zulfeṅ ye terī lahrāī haiṅ ye kālī ghaṭāeṅ chhāīṅ haiṅ
ab chham chham barsegā pānī ye mujhe bhigoneṅ āīṅ haiṅ
ye mausam baṛā anokhā hai kuchh karle pyār kā mauqā hai
tū jān se pyārā hai mujhko kab maine tujhko rokā hai
dil kartā tere hoṅṭhoṅ ko chūmūṅ maiṅ sau sau bār
haṭo jī chalo jī
o le āyā hūṇ car …

hai ek taraf āśhiq merā duniyā ke dīvāne ek taraf
anmol baṛā hai pyār terā ye sāre khazāne ek taraf
ye pyār nibhāne kī kasmeṅ kab tū legī kab maiṅ lūṅgā
mere yār maiṅ sārī duniyā ko kadmoṅ meṅ tere rakh dūṅgā
terī mīṭhī bātoṅ ne chheṛe haiṅ dil ke tār
suno jī hāṅ kaho jī
ho le āyā hūṇ car …