लड़ना झगड़ना झगड़ के अकड़ना
लड़ना झगड़ना झगड़ के अकड़ना
छोड़ो छोड़ो इन बातों को इन से होगा क्या
छोटी छोटी बातों पे चिढ़ना बिगड़ना
समझो समझो इन बातों से कुछ भी नहीं मिलता
आओ darling हम दोनों अब घुल मिल के रहेंगे
तुम हमें good कहना हम तुमको very good कहेंगे
हम तुमको बोलें sorry तुम हमको बोलो sorry
गुस्से का पड़े ना तुम पर कोई दौरा या कोई दौरी
Oh darling मेरी बात को तुम समझो ना
बहों में हमें तुम ले लो हों पास तुम्हारे जब हम
तुम हमको बोलो thank you हम तुमको बोलें welcome
Oh darling ऐसा होगा तुम ही कहो ना
लड़ना झगड़ना …
हम दोनों की हो marriage और marriage का हो function
चेहरे के बल्ब हों जलते हो दिल का दिल से connection
Oh darling मेरी बात को तुम समझो ना
मैं घर से जब भी जाऊँ तुम कहो मुझे good bye
मैं लौट के जब घर आऊँ तुम बोलो darling hi
Oh darling ऐसा होगा तुम ही कहो ना
लड़ना झगड़ना …
laṛnā jhagaṛnā jhagaṛ ke akaṛnā
chhoṛo chhoṛo in bātoṅ ko in se hogā kyā
chhoṭī chhoṭī bātoṅ pe chiṛhnā bigaṛnā
samjho samjho in bātoṅ se kuchh bhī nahīṅ miltā
āo darling ham donoṅ ab ghul mil ke raheṅge
tum hameṅ good kahnā ham tumko very good kaheṅge
ham tumko boleṅ sorry tum hamko bolo sorry
gusse kā paṛe nā tum par koī daurā yā koī daurī
Oh darling merī bāt ko tum samjho nā
bahoṅ meṅ hameṅ tum le lo hoṅ pās tumhāre jab ham
tum hamko bolo thank you ham tumko boleṅ welcome
Oh darling aisā hogā tum hī kaho nā
laṛnā jhagaṛnā …
ham donoṅ kī ho marriage aur marriage kā ho function
chehre ke balb hoṅ jalte ho dil kā dil se connection
Oh darling merī bāt ko tum samjho nā
maiṅ ghar se jab bhī jāūṇ tum kaho mujhe good bye
maiṅ lauṭ ke jab ghar āūṇ tum bolo darling hi
Oh darling aisā hogā tum hī kaho nā
laṛnā jhagaṛnā …