लड़की दीवानी देखो लड़का दीवाना
लड़की दीवानी देखो लड़का दीवाना मिलने का कैसे कैसे ढूंढे बहाना
लड़की दीवानी देखो …
कुछ भी न जाने बहुत अनाड़ी कैसे चलेगी चाहत की गाड़ी
लड़की दीवानी देखो …
खामोशियों का मतलब बता दे मुझको तू अपने दिल का पता दे
ऐसे न यारा पलकें झुका तू आज तू मुझसे मुझको चुरा ले
हे लड़की दीवानी देखो …
मेरे ग़मों को अपना बनाया तूने मुझे फिर जीना सिखाया
ये ज़िंदगी है तेरी अमानत मुझसे की है तूने मुहब्बत
मेरे सनम क्या तुझको खबर है मेरा ये दिल तो तेरा ही घर है
अपनी अदा से इसको सजा दे प्यार का मंदिर इसको बना दे
हे लड़की दीवानी देखो …
laṛkī dīvānī dekho laṛkā dīvānā milne kā kaise kaise ḍhūṅḍhe bahānā
laṛkī dīvānī dekho …
kuchh bhī na jāne bahut anāṛī kaise chalegī chāhat kī gāṛī
laṛkī dīvānī dekho …
khāmośhiyoṅ kā matalab batā de mujhko tū apne dil kā patā de
aise na yārā palkeṅ jhukā tū āj tū mujhse mujhko churā le
he laṛkī dīvānī dekho …
mere ġhamoṅ ko apnā banāyā tūne mujhe phir jīnā sikhāyā
ye ziṅdgī hai terī amānat mujhse kī hai tūne muhabbat
mere sanam kyā tujhko khabar hai merā ye dil to terā hī ghar hai
apnī adā se isko sajā de pyār kā maṅdir isko banā de
he laṛkī dīvānī dekho …