Lanbee judaaee

लंबी जुदाई
Language

बिछड़े अभी तो हम बस कल परसो
जिऊंगी मैं कैसे, इस हाल में बरसो

मौत ना आई, तेरी याद क्यों आई, लंबी जुदाई
चार दिनों का प्यार हो रब्बा, बड़ी लंबी जुदाई
होठों पे आई मेरी जान दुहाई, हाय लंबी जुदाई

एक तो साजन मेरे पास नहीं रे
दूजे मिलन की कोई आस नहीं रे
उसपे ये सावन आया, आग लगाई

टूटे जमाने तेरे हाथ निगोडे
जिन से दिलों के तूने शीशे तोड़े
हिज्र की उँची दीवार बनाई

बाग उजड़ गये खिलने से पहले
पंछी बिछड़ गये मिलने से पहले
कोयल की कूक ने हुक उठाई

bichhaṛe abhī to ham bas kal parso
jiūṅgī maiṅ kaise, is hāl meṅ barso

maut nā āī, terī yād kyoṅ āī, laṅbī judāī
chār dinoṅ kā pyār ho rabbā, baṛī laṅbī judāī
hoṭhoṅ pe āī merī jān duhāī, hāy laṅbī judāī

ek to sājan mere pās nahīṅ re
dūje milan kī koī ās nahīṅ re
uspe ye sāvan āyā, āg lagāī

ṭūṭe jamāne tere hāth nigoḍe
jin se diloṅ ke tūne śhīśhe toṛe
hijr kī uṇchī dīvār banāī

bāg ujaṛ gaye khilne se pahle
paṅchhī bichhaṛ gaye milne se pahle
koyal kī kūk ne huk uṭhāī