Lambee judaaee, chaar dinon ka bahaar ho rabbaa

लम्बी जुदाई, चार दिनों क बहार हो रब्बा
Work
Year
Language

बिछड़े अभी तो हम
बस कल परसों
जियूंगी मैं कैसे
इस हाल में बरसों
मौत ना आये तेरी याद क्‌यों आये?
हाय, लम्बी जुदाई

चार दिनों का प्यार, हो रब्बा
बड़ी लम्बी जुदाई, लम्बी जुदाई
होंठों पे आये, मेरी जान, दुहाई
हाय, लम्बी जुदाई
चार दिनों का प्यार, हो रब्बा
बड़ी लम्बी जुदाई, लम्बी जुदाई

एक तो सजन मेरे पास नहीं रे
दूजे मिलन दी कोई आस नहीं रे - 2
उसपे ये सावन आया - 2
आग लगाने
हाय, लम्बी जुदाई
चार दिनों का प्यार, हो रब्बा
बड़ी लम्बी जुदाई, लम्बी जुदाई

बाग उजड़ गये, बाग उजड़ गये खिलने से पहले
पंछी बिछड़ गये मिलने से पहले - 2
कोयल की कूक, कोयल की कूक ने हूक उठायी
हाय, लम्बी जुदाई
चार दिनों का प्यार, हो रब्बा
बड़ी लम्बी जुदाई, लम्बी जुदाई
होंठों पे आये, मेरी जान, दुहाई
हाय, लम्बी जुदाई

टूटे ज़माने तेरे हाथ निगोड़े, हाथ निगोड़े
दिल से दिलों की तूने शीशे तोड़े, शीशे तोड़े
हिज्र की ऊँची, हिज्र की ऊँची दीवार बनायी
हाय, लम्बी जुदाई
चार दिनों का प्यार, हो रब्बा
बड़ी लम्बी जुदाई, लम्बी जुदाई

चार दिनों का प्यार, हो रब्बा
बड़ी लम्बी जुदाई
लम्बी जुदाई, लम्बी जुदाई

% फ़्लुते मुसिc

bichhaṛe abhī to ham
bas kal parsoṅ
jiyūṅgī maiṅ kaise
is hāl meṅ barsoṅ
maut nā āye terī yād k‌yoṅ āye?
hāy, lambī judāī

chār dinoṅ kā pyār, ho rabbā
baṛī lambī judāī, lambī judāī
hoṅṭhoṅ pe āye, merī jān, duhāī
hāy, lambī judāī
chār dinoṅ kā pyār, ho rabbā
baṛī lambī judāī, lambī judāī

ek to sajan mere pās nahīṅ re
dūje milan dī koī ās nahīṅ re - 2
uspe ye sāvan āyā - 2
āg lagāne
hāy, lambī judāī
chār dinoṅ kā pyār, ho rabbā
baṛī lambī judāī, lambī judāī

bāg ujaṛ gaye, bāg ujaṛ gaye khilne se pahle
paṅchhī bichhaṛ gaye milne se pahle - 2
koyal kī kūk, koyal kī kūk ne hūk uṭhāyī
hāy, lambī judāī
chār dinoṅ kā pyār, ho rabbā
baṛī lambī judāī, lambī judāī
hoṅṭhoṅ pe āye, merī jān, duhāī
hāy, lambī judāī

ṭūṭe zamāne tere hāth nigoṛe, hāth nigoṛe
dil se diloṅ kī tūne śhīśhe toṛe, śhīśhe toṛe
hijr kī ūṇchī, hijr kī ūṇchī dīvār banāyī
hāy, lambī judāī
chār dinoṅ kā pyār, ho rabbā
baṛī lambī judāī, lambī judāī

chār dinoṅ kā pyār, ho rabbā
baṛī lambī judāī
lambī judāī, lambī judāī

% flute music