रे मन सुर में गा
कोई तार बेसुर न बोले, न बोले
रे मन सुर में गा …
जीवन है सुख दुःख का संगम
मध्यम के संग जैसे पंचम
दोनों को एक बना
रे मन सुर में गा …
दिल जो धड़के ताल बजे रे
ताल ताल में समय चले रे
समय के संग हो जा
रे मन सुर में गा …
जग है गीतों की रजधानी
सुर है राजा लय है रन्नी
साज़ रूप बन जा
रे मन सुर में गा …
re man sur meṅ gā
koī tār besur na bole, na bole
re man sur meṅ gā …
jīvan hai sukh duḥakh kā saṅgam
madhyam ke saṅg jaise paṅcham
donoṅ ko ek banā
re man sur meṅ gā …
dil jo dhaṛke tāl baje re
tāl tāl meṅ samay chale re
samay ke saṅg ho jā
re man sur meṅ gā …
jag hai gītoṅ kī rajdhānī
sur hai rājā lay hai rannī
sāz rūp ban jā
re man sur meṅ gā …