Lakaree kee kaathee kaathee pe ghoraa

लकड़ी की काठी काठी पे घोड़ा
Work
Year
Language

लकड़ी की काठी काठी पे घोड़ा
घोड़े की दुम पे जो मारा हथौड़ा
दौड़ा दौड़ा दौड़ा घोड़ा दुम उठा के दौड़ा

घोड़ा पहुंचा चौक में चौक में था नाई
घोड़ेजी की नाई ने हज़ामत जो बनाई
चग-बग चग-बग चग-बग चग-बग
घोड़ा पहुंचा चौक …
दौड़ा दौड़ा दौड़ा घोड़ा दुम उठा के दौड़ा

घोड़ा था घमंडी पहुंचा सब्जी मंडी
सब्जी मंडी बरफ़ पड़ी थी बरफ़ में लग गई ठंडी
चग-बग चग-बग चग-बग चग-बग
घोड़ा था घमंडी …
दौड़ा दौड़ा दौड़ा घोड़ा दुम उठा के दौड़ा

घोड़ा अपना तगड़ा है देखो कितनी चरबी है
चलता है महरौली में पर घोड़ा अपना अरबी है
चग-बग चग-बग चग-बग चग-बग
घोड़ा अपना तगड़ा है …
बांह (??) छूड़ा के दौड़ा घोड़ा दुम उठा के डौड़ा

लकड़ी की …

lakaṛī kī kāṭhī kāṭhī pe ghoṛā
ghoṛe kī dum pe jo mārā hathauṛā
dauṛā dauṛā dauṛā ghoṛā dum uṭhā ke dauṛā

ghoṛā pahuṅchā chauk meṅ chauk meṅ thā nāī
ghoṛejī kī nāī ne hazāmat jo banāī
chag-bag chag-bag chag-bag chag-bag
ghoṛā pahuṅchā chauk …
dauṛā dauṛā dauṛā ghoṛā dum uṭhā ke dauṛā

ghoṛā thā ghamaṅḍī pahuṅchā sabjī maṅḍī
sabjī maṅḍī baraf paṛī thī baraf meṅ lag gaī ṭhaṅḍī
chag-bag chag-bag chag-bag chag-bag
ghoṛā thā ghamaṅḍī …
dauṛā dauṛā dauṛā ghoṛā dum uṭhā ke dauṛā

ghoṛā apnā tagaṛā hai dekho kitnī charbī hai
chaltā hai mahraulī meṅ par ghoṛā apnā arbī hai
chag-bag chag-bag chag-bag chag-bag
ghoṛā apnā tagaṛā hai …
bāṅh (??) chhūṛā ke dauṛā ghoṛā dum uṭhā ke ḍauṛā

lakaṛī kī …