Lahron kee tarah yaaden

लहरों की तरह यादें
Work
Year
Language

लहरों कि तरह यादें, दिल से टकराती हैं
तूफान उठाती हैं
लहरों …

(किस्मत में है घोर अंधेरे,
रातें सुलगती, धुंधले सवेरे) - 2
लहरों …

हो हो हो ओहो ओहो हो

(तकते तकते सूनी राहें
पठरा गयीं हैं अब तो निगाहें) - 2
लहरों …

(बरसों से दिल पे बोझ उठाये
ढूँढ रहा हूँ प्यार के साये) - 2
लहरों …

lahroṅ ki tarah yādeṅ, dil se ṭakrātī haiṅ
tūphān uṭhātī haiṅ
lahroṅ …

(kismat meṅ hai ghor aṅdhere,
rāteṅ sulagtī, dhuṅdhle savere) - 2
lahroṅ …

ho ho ho oho oho ho

(takte takte sūnī rāheṅ
paṭhrā gayīṅ haiṅ ab to nigāheṅ) - 2
lahroṅ …

(barsoṅ se dil pe bojh uṭhāye
ḍhūṇḍh rahā hūṇ pyār ke sāye) - 2
lahroṅ …