Title (Indic)उस दिल की क़िस्मत क्या कहिये WorkLahore Year1949 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shyamsunder Performer Lata Mangeshkar Writer Rajendra Krishan LyricsHindiउस दिल की क़िस्मत क्या कहिये उस दिल की क़िस्मत क्या कहिये जिस दिल का सहारा कोई नहीं बेदर्द ज़माने क्या तेरी (बेदर्द ज़माने क्या तेरी महफ़िल में हमारा कोई नहीं) -2 बेदर्द ज़माने इस ग़म की रात के आँचल में वैसे तो हज़ारों तारे हैं वैसे तो हज़ारों तारे हैं बन जाये जो आस मुसाफ़िर की बन जाये जो आस मुसाफ़िर की ऐसा ही सितारा कोई नहीं बेदर्द ज़माने … उल्फ़त के चमन में ऐ नादाँ उल्फ़त के चमन में ऐ नादाँ क्यों ढूँढ रहा है कलियों को यहाँ ग़म के काँटे उगते हैं यहाँ ग़म के काँटे उगते हैं फूलों का नज़ारा कोई नहीं बेदर्द ज़माने … Englishus dil kī qismat kyā kahiye us dil kī qismat kyā kahiye jis dil kā sahārā koī nahīṅ bedard zamāne kyā terī (bedard zamāne kyā terī mahafil meṅ hamārā koī nahīṅ) -2 bedard zamāne is ġham kī rāt ke āṇchal meṅ vaise to hazāroṅ tāre haiṅ vaise to hazāroṅ tāre haiṅ ban jāye jo ās musāfir kī ban jāye jo ās musāfir kī aisā hī sitārā koī nahīṅ bedard zamāne … ulfat ke chaman meṅ ai nādāṇ ulfat ke chaman meṅ ai nādāṇ kyoṅ ḍhūṇḍh rahā hai kaliyoṅ ko yahāṇ ġham ke kāṇṭe ugte haiṅ yahāṇ ġham ke kāṇṭe ugte haiṅ phūloṅ kā nazārā koī nahīṅ bedard zamāne …