Toote hue armaanon kee ik duniyaa basaaye

तूटे हुए अर्मानों की इक दुनिया बसाये
Work
Year
Language

(टूटे हुए अरमानों की इक दुनिया बसाये)-2
(बैठी हूँ तेरी याद को सीने से लगाये)-2
टूटे हुए अर्मान

(तू दूर है नज़रों से)-2
(खुशी दूर है दिल से)-2
तू आये तो फिर मेरी खुशी लौट के आये
टूते हुए अरमानों …

इस डर से कि दुनिया कहीं मजबूर न कर दे
मजबूर न कर दे
पलकों से लहराते हुए आँसू न बहाये
टूते हुए अरमानों …

इक क़ैद है ग़म की
इक क़ैद है ग़म की ये जुदाई का ज़माना
जुदाई का ज़माना
आजा के ग़म ? मुझसे कहीं जीत न जाये
टूते हुए अरमानों …

(ṭūṭe hue armānoṅ kī ik duniyā basāye)-2
(baiṭhī hūṇ terī yād ko sīne se lagāye)-2
ṭūṭe hue armān

(tū dūr hai nazroṅ se)-2
(khuśhī dūr hai dil se)-2
tū āye to phir merī khuśhī lauṭ ke āye
ṭūte hue armānoṅ …

is ḍar se ki duniyā kahīṅ majbūr na kar de
majbūr na kar de
palkoṅ se lahrāte hue āṇsū na bahāye
ṭūte hue armānoṅ …

ik qaid hai ġham kī
ik qaid hai ġham kī ye judāī kā zamānā
judāī kā zamānā
ājā ke ġham ? mujhse kahīṅ jīt na jāye
ṭūte hue armānoṅ …