लगी आज सावन की फिर वो झड़ी है
लगी आज सावन की फिर वो झड़ी है -2
फिर वो झड़ी है
वही आग फिर सीने में जल पड़ी है
लगी आज सावन की …
कुछ ऐसे ही दिन थे वो जब हम मिले थे
चमन में नहीं फूल दिल में खिले थे
वही तो है मौसम मगर रुत नहीं वो
मेरे साथ बरसात भी रो पड़ी है
लगी आज सावन की …
कोई काश दिल पे बस हाथ रख दे
मेरे दिल के टुकड़ों को एक साथ रख दे
मगर यह हैं ख्वाबों ख्यालों की बातें
कभी टूट कर चीज़ कोई जुड़ी है
लगी आज सावन की …
lagī āj sāvan kī phir vo jhaṛī hai -2
phir vo jhaṛī hai
vahī āg phir sīne meṅ jal paṛī hai
lagī āj sāvan kī …
kuchh aise hī din the vo jab ham mile the
chaman meṅ nahīṅ phūl dil meṅ khile the
vahī to hai mausam magar rut nahīṅ vo
mere sāth barsāt bhī ro paṛī hai
lagī āj sāvan kī …
koī kāśh dil pe bas hāth rakh de
mere dil ke ṭukaṛoṅ ko ek sāth rakh de
magar yah haiṅ khvāboṅ khyāloṅ kī bāteṅ
kabhī ṭūṭ kar chīz koī juṛī hai
lagī āj sāvan kī …