Title (Indic)बहाए चाँद ने आँसू, ज़माना चाँदनी समझा WorkLagan Year1955 LanguageHindi Credits Role Artist Music Hemant Kumar Writer Rajendra Krishan LyricsHindiबहाए चाँद ने आँसू, ज़माना चाँदनी समझा - 2 किसी के दिल से हूक उठी, तो कोई रागिनी समझा - 2 छुपाया किस तरह ग़म को, ज़माने की निगाहों से - 2 ज़माने की निगाहों से मेरा ग़म देखने वाला, मेरे ग़म को खुशी समझा बहाए चाँद ने … चमन को छोड़कर मैंने, गुज़ारी ज़िंदगी ऐसे - 2 गुज़ारी ज़िंदगी ऐसे के जो काँटा नज़र आया, उसी को मैं कली समझा बहाए चाँद ने … Englishbahāe chāṇd ne āṇsū, zamānā chāṇdnī samjhā - 2 kisī ke dil se hūk uṭhī, to koī rāginī samjhā - 2 chhupāyā kis tarah ġham ko, zamāne kī nigāhoṅ se - 2 zamāne kī nigāhoṅ se merā ġham dekhne vālā, mere ġham ko khuśhī samjhā bahāe chāṇd ne … chaman ko chhoṛkar maiṅne, guzārī ziṅdgī aise - 2 guzārī ziṅdgī aise ke jo kāṇṭā nazar āyā, usī ko maiṅ kalī samjhā bahāe chāṇd ne …