Lag jaa gale ki phir ye haseen raat ho na ho

लग जा गले कि फिर ये हसीं रात हो न हो
Year
Language

लग जा गले कि फिर ये हसीं रात हो न हो
शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो
लग जा गले से …

हमको मिली हैं आज, ये घड़ियाँ नसीब से
जी भर के देख लीजिये हमको क़रीब से
फिर आपके नसीब में ये बात हो न हो
फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो
लग जा गले कि फिर ये हसीं रात हो न हो

पास आइये कि हम नहीं आएंगे बार-बार
बाहें गले में डाल के हम रो लें ज़ार-ज़ार
आँखों से फिर ये प्यार कि बरसात हो न हो
शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो

लग जा गले कि फिर ये हस्सीं रात हो न हो
शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो
लग जा गले कि फिर ये हस्सीं रात हो न हो

lag jā gale ki phir ye hasīṅ rāt ho na ho
śhāyad phir is janam meṅ mulāqāt ho na ho
lag jā gale se …

hamko milī haiṅ āj, ye ghaṛiyāṇ nasīb se
jī bhar ke dekh lījiye hamko qarīb se
phir āpke nasīb meṅ ye bāt ho na ho
phir is janam meṅ mulāqāt ho na ho
lag jā gale ki phir ye hasīṅ rāt ho na ho

pās āiye ki ham nahīṅ āeṅge bār-bār
bāheṅ gale meṅ ḍāl ke ham ro leṅ zār-zār
āṇkhoṅ se phir ye pyār ki barsāt ho na ho
śhāyad phir is janam meṅ mulāqāt ho na ho

lag jā gale ki phir ye hassīṅ rāt ho na ho
śhāyad phir is janam meṅ mulāqāt ho na ho
lag jā gale ki phir ye hassīṅ rāt ho na ho