Lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho na ho

लग जा गले के फिर ये हसीं रात हो न हो
Year
Language

लग जा गले के फिर ये हसीं रात हो न हो
शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो

हमको मिली हैं आज ये घडीयाँ नसीब से
जी भर के देख लीजिये हमको करीब से
फिर आप के नसीब में ये बात हो न हो
शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो

पास आईये के हम नहीं आयेंगे बार बार
बाहें गले में डाल के हम रो ले ज़ार ज़ार
आँखों से फिर ये प्यार की बरसात हो न हो
शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो

lag jā gale ke phir ye hasīṅ rāt ho na ho
śhāyad phir is janam meṅ mulāqāt ho na ho

hamko milī haiṅ āj ye ghaḍīyāṇ nasīb se
jī bhar ke dekh lījiye hamko karīb se
phir āp ke nasīb meṅ ye bāt ho na ho
śhāyad phir is janam meṅ mulāqāt ho na ho

pās āīye ke ham nahīṅ āyeṅge bār bār
bāheṅ gale meṅ ḍāl ke ham ro le zār zār
āṇkhoṅ se phir ye pyār kī barsāt ho na ho
śhāyad phir is janam meṅ mulāqāt ho na ho