Title (Indic)सुनो, सुनो, कैसे कह दूँ बजरिया के बीच् WorkLadli Year1949 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anil Biswas Performer Lata Mangeshkar Writer Naazim Paanipati LyricsHindiसुनो सुनो सुनो सुनो सुनो सुनो रे सुनो रे सुनो सूनो ( कैसे कह दूँ बजरिया के बीच ये तो कानों में कहने वाली बात है ) -2 मेरे सीने में आहों का शोर है मेरा नन्हा सा दिल कमजोर है -2 मोसे एकली रहा नहीं जात है ये तो कानों में कहने वाली बात है रे कैसे कह दूँ बजरिया के बीच ये तो कानों में कहने वाली बात है आँखों-आँखों में काटूँ मैं रात रे जिया माने न हाय मोरी बात रे -2 तेरी क़सम -2 तेरी क़सम ये बड़ा कमज़ात है उइ दइया ये तो कानों में कहने वाली बात है रे कैसे कह दूँ बजरिया के बीच ये तो कानों में कहने वाली बात है मोरी सूनी पड़ी है अटरिया मोहे कोसे है बाली उमरिया मोहे कोसे मोहे कोसे है बाली उमरिया चुपके-चुपके चुपके-चुपके जवानी बुलात है ये तो कानों में कहने वाली बात है रे कैसे कह दूँ बजरिया के बीच ये तो कानों में कहने वाली बात है रे कैसे कह दूँ बजरिया के बीच् Englishsuno suno suno suno suno suno re suno re suno sūno ( kaise kah dūṇ bajriyā ke bīch ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai ) -2 mere sīne meṅ āhoṅ kā śhor hai merā nanhā sā dil kamjor hai -2 mose eklī rahā nahīṅ jāt hai ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai re kaise kah dūṇ bajriyā ke bīch ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai āṇkhoṅ-āṇkhoṅ meṅ kāṭūṇ maiṅ rāt re jiyā māne na hāy morī bāt re -2 terī qasam -2 terī qasam ye baṛā kamazāt hai ui daiyā ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai re kaise kah dūṇ bajriyā ke bīch ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai morī sūnī paṛī hai aṭriyā mohe kose hai bālī umriyā mohe kose mohe kose hai bālī umriyā chupke-chupke chupke-chupke javānī bulāt hai ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai re kaise kah dūṇ bajriyā ke bīch ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai re kaise kah dūṇ bajriyā ke bīch