Laanbaa laanbaa ghoonghat kaahe ko ... galtee mhaare se ho gaee

लांबा लांबा घूंघट काहे को ... गलती म्हारे से हो गई
Year
Language

गुपचुप गुपचुप गुपचुप
लांबा लांबा घूंघट काहे को डाला
क्‌या कहीं कर आई तू मुँह काला रे
कानों में बतियां करती हैं सखियां
रात किया रे तूने कैसा घोटाला

छत पे सोया था बहनोई मैं तन्ने समझ कर सो गई
मुझको राणा जी माफ़ करना गलती म्हारे से हो गई

वो बहनोई था बहनोई ठहरा
क्‌यों न पहचाना तूने पिया जी का चेहरा
बहनोई ने ओढ़ रखी थी चादर
मैं समझी पिया का है बिस्तर
आधे बिस्तर पे वो सोया था आधे पे मैं सो गई
मुझको राणा जी माफ़ …

दीपक अटारी पे जलता तो होगा
छिटकी तो होगी छत पे चंदनिया
अपनो परायो नज़र न आयो
भूल कैसे हो गई तुझसे दुलरिया

भूल हुई मुझसे तो कैसा अचम्भा
बहनोई था पिया जितना लम्बा
चूर थी मैं दिन भर की थकन से
पड़ते ही बिस्तर पे सो गई
मुझको राणा जी माफ़ …

सोच रहे थे हम सब जैसा
तूने किया नहीं कुछ वैसा
मुखड़े पे तेरे सच का उजाला
रात किया नहीं मुँह तूने काला

gupchup gupchup gupchup
lāṅbā lāṅbā ghūṅghaṭ kāhe ko ḍālā
k‌yā kahīṅ kar āī tū muṇh kālā re
kānoṅ meṅ batiyāṅ kartī haiṅ sakhiyāṅ
rāt kiyā re tūne kaisā ghoṭālā

chhat pe soyā thā bahnoī maiṅ tanne samajh kar so gaī
mujhko rāṇā jī māf karnā galtī mhāre se ho gaī

vo bahnoī thā bahnoī ṭhahrā
k‌yoṅ na pahchānā tūne piyā jī kā chehrā
bahnoī ne oṛh rakhī thī chādar
maiṅ samjhī piyā kā hai bistar
ādhe bistar pe vo soyā thā ādhe pe maiṅ so gaī
mujhko rāṇā jī māf …

dīpak aṭārī pe jaltā to hogā
chhiṭkī to hogī chhat pe chaṅdniyā
apno parāyo nazar na āyo
bhūl kaise ho gaī tujhse dulriyā

bhūl huī mujhse to kaisā achambhā
bahnoī thā piyā jitnā lambā
chūr thī maiṅ din bhar kī thakan se
paṛte hī bistar pe so gaī
mujhko rāṇā jī māf …

soch rahe the ham sab jaisā
tūne kiyā nahīṅ kuchh vaisā
mukhaṛe pe tere sach kā ujālā
rāt kiyā nahīṅ muṇh tūne kālā