लाल चुनरिया वाली ... मेरी शादी करवाओ
लाल चुनरिया वाली कोई घर मेरे भी लाओ
मैं कुंवारा कब तक बैठूं band मेरा बजवाओ
अरे जैसे भी चलता है चक्कर चलाओ
मेरी शादी करवाओ
लाल चुनरिया वाली …
छैल छबीली मतवाली तू
बनेगी मेरी घरवाली तू
किस दिन मुझ को कहेगी सुनो जी
कब से तेरी दीवानी हूँ
तेरे दिल की मैं रानी हूँ
अभी तुझे कहती हूँ सुनो जी
अरे दीवाने को और ना दीवाना बनाओ
मेरी शादी करवाओ …
तू नाज़ुक फूलों की डाली
तेरी हर एक अदा निराली
रूप तेरा है आला जी
जिस दिन तेरे घर आऊँगी
तुझ पे वारी मैं जाऊँगी
खुल जाएगा किस्मत का ताला जी
अरे अरे जल्दी से ताले की चाबी घुमाओ
मेरी शादी करवाओ …
बस अब तुम मेरी हो जाओ जल्दी से पंडित बुलवाओ
पटड़ी पे गाड़ी आ जाए जी
दिल के सब अरमान निकालो
मांग मेरी जल्दी भर डालो
अब तो मुझ से रहा न जाए जी
अरे अरे सूना है घर मेरा आ के बसाओ
मेरी शादी करवाओ …
lāl chunriyā vālī koī ghar mere bhī lāo
maiṅ kuṅvārā kab tak baiṭhūṅ band merā bajvāo
are jaise bhī chaltā hai chakkar chalāo
merī śhādī karvāo
lāl chunriyā vālī …
chhail chhabīlī matvālī tū
banegī merī gharvālī tū
kis din mujh ko kahegī suno jī
kab se terī dīvānī hūṇ
tere dil kī maiṅ rānī hūṇ
abhī tujhe kahtī hūṇ suno jī
are dīvāne ko aur nā dīvānā banāo
merī śhādī karvāo …
tū nāzuk phūloṅ kī ḍālī
terī har ek adā nirālī
rūp terā hai ālā jī
jis din tere ghar āūṇgī
tujh pe vārī maiṅ jāūṇgī
khul jāegā kismat kā tālā jī
are are jaldī se tāle kī chābī ghumāo
merī śhādī karvāo …
bas ab tum merī ho jāo jaldī se paṅḍit bulvāo
paṭaṛī pe gāṛī ā jāe jī
dil ke sab armān nikālo
māṅg merī jaldī bhar ḍālo
ab to mujh se rahā na jāe jī
are are sūnā hai ghar merā ā ke basāo
merī śhādī karvāo …