Laakhon hain yahaan dilvaale aur pyaar naheen miltaa

लाखों हैं यहाँ दिलवाले और प्यार नहीं मिलता
Work
Year
Language

लाखों हैं यहाँ दिलवाले और प्यार नहीं मिलता
आखों में किसी की वफ़ा का इकरार नहीं मिलता

महफ़िल महफ़िल जा देखा, हर दिल में समाकर देखा
हर साज़ पे गा कर देखा
दिल को कही चैन न मिला
मैं तो दुनिया में प्यारे अकेला ही रहा

इस दिल को कहाँ ले जाये, कुछ आप अगर फरमाये
तो आपके हम हो जाये
कह दो हमें, हंस के ज़रा
अजी जो कुछ भी दिल ने तुम्हारे है कहा

lākhoṅ haiṅ yahāṇ dilvāle aur pyār nahīṅ miltā
ākhoṅ meṅ kisī kī vafā kā ikrār nahīṅ miltā

mahafil mahafil jā dekhā, har dil meṅ samākar dekhā
har sāz pe gā kar dekhā
dil ko kahī chain na milā
maiṅ to duniyā meṅ pyāre akelā hī rahā

is dil ko kahāṇ le jāye, kuchh āp agar pharmāye
to āpke ham ho jāye
kah do hameṅ, haṅs ke zarā
ajī jo kuchh bhī dil ne tumhāre hai kahā