Laakhon hai yahaan dilvaale, aur pyaar naheen miltaa

लाखों है यहाँ दिलवाले, और प्यार नहीं मिलता
Work
Year
Language

लाखों है यहाँ दिल वाले, और प्यार नहीं मिलता
आँखों में किसी की वफ़ा का, इक़रार नहीं मिलता

महफ़िल महफ़िल जा देखा, हर दिल में समा कर देखा
हर साज़ पे गा कर देखा
दिल को कहीं चैन ना मिला - 2
मैं तो दुनिया में प्यारे अकेला ही रहा
लाखों है यहाँ …

इस दिल को कहाँ ले जाएं, कुछ आप अगर फ़रमाएं
तो आप के हम हो जाएं
कह दो हमें हंसके ज़रा - 2
अजी जो कुछ भी दिल ने तुम्हारे है कहा
लाखों है यहाँ …

lākhoṅ hai yahāṇ dil vāle, aur pyār nahīṅ miltā
āṇkhoṅ meṅ kisī kī vafā kā, iqrār nahīṅ miltā

mahafil mahafil jā dekhā, har dil meṅ samā kar dekhā
har sāz pe gā kar dekhā
dil ko kahīṅ chain nā milā - 2
maiṅ to duniyā meṅ pyāre akelā hī rahā
lākhoṅ hai yahāṇ …

is dil ko kahāṇ le jāeṅ, kuchh āp agar farmāeṅ
to āp ke ham ho jāeṅ
kah do hameṅ haṅske zarā - 2
ajī jo kuchh bhī dil ne tumhāre hai kahā
lākhoṅ hai yahāṇ …