Laaj saram toone chheenee re mose nainaa milaaee ke

लाज सरम तूने छीनी रे मोसे नैना मिलाई के
Year
Language

रंग लगई लो अंग लगई लो गोरिया हमरे संग
का कहत हो
आज ज़रा सा प्यार करो तुम
ठीक कहत हो
कल कर लईयो जंग

लाज सरम तूने छीनी रे मोसे नैना मिलाई के
करनी न थी जो कर दीनी रे तोसे नैना मिलाई के
लाज सरम
सब छीनी रे तोसे नैना मिलाई के
करनी न थी जो कर दीनी रे तोसे नैना
हां तोसे नैना मिलाई के

रंग निकल जाए तो कहियो सारी उमरिया धोते रहियो
तोरी चुनर रंग दीनी रे तोसे नैना मिलाई के
हां नैना तोसे नैना मिलाई के

ओ ओ कुछ देखा फिर कुछ ना देखा
कुछ देखा हाय ना देखा
कुछ देखा फिर कुछ ना देखा
कौन कसम और कौन सी रेखा
तोड़ के बस रख दीनी रे तोसे नैना मिलाई के
लाज सरम तूने …

अंग हमारे संग लगाओ फिर ज़रा सा रंग लगाओ
अरज गरज कर दीनी रे तोसे नैना मिलाई के
अरज गरज कर दीनी तोसे नैना मिलाई के
लाज सरम तूने …

आ प्रेम डगर में भूल भुलैया
धूप सड़क पर देखी छइयां
रात बसर हाय
रात बसर कर लीनी रे तोसे नैना मिलाई के
लाज सरम तूने …

raṅg lagaī lo aṅg lagaī lo goriyā hamre saṅg
kā kahat ho
āj zarā sā pyār karo tum
ṭhīk kahat ho
kal kar laīyo jaṅg

lāj saram tūne chhīnī re mose nainā milāī ke
karnī na thī jo kar dīnī re tose nainā milāī ke
lāj saram
sab chhīnī re tose nainā milāī ke
karnī na thī jo kar dīnī re tose nainā
hāṅ tose nainā milāī ke

raṅg nikal jāe to kahiyo sārī umriyā dhote rahiyo
torī chunar raṅg dīnī re tose nainā milāī ke
hāṅ nainā tose nainā milāī ke

o o kuchh dekhā phir kuchh nā dekhā
kuchh dekhā hāy nā dekhā
kuchh dekhā phir kuchh nā dekhā
kaun kasam aur kaun sī rekhā
toṛ ke bas rakh dīnī re tose nainā milāī ke
lāj saram tūne …

aṅg hamāre saṅg lagāo phir zarā sā raṅg lagāo
araj garaj kar dīnī re tose nainā milāī ke
araj garaj kar dīnī tose nainā milāī ke
lāj saram tūne …

ā prem ḍagar meṅ bhūl bhulaiyā
dhūp saṛak par dekhī chhaiyāṅ
rāt basar hāy
rāt basar kar līnī re tose nainā milāī ke
lāj saram tūne …