Laa kaagaz kalam main likh doon sanam

ला कागज़ कलम मैं लिख दूँ सनम्
Work
Year
Language

ला कागज़ कलम मैं लिख दूँ सनम
ले के रब की कसम तेरे नाम ज़िंदगी
दिल मेरा तेरा निशाना बना
क्‌या हसीं जवां फ़साना बना
ला कागज़ कलम …

आँखों में बसी है मेरी चाँदनी
तेरे वास्ते ही साथी मैं बनी
यादें तेरी जाती नहीं
नींद मुझे आती नहीं
एक दूसरे से हमेशा करेंगे वफ़ा
ला कागज़ कलम …

मेरी ज़िंदगी है दिलबर यार की
तोड़ेंगे कभी ना रस्में प्यार की
तेरे लिए है मेरी जां
देंगे तुझे दोनों जहाँ
राह-ए-मोहब्बत से कभी होंगे ना जुदा
ला कागज़ कलम …

lā kāgaz kalam maiṅ likh dūṇ sanam
le ke rab kī kasam tere nām ziṅdgī
dil merā terā niśhānā banā
k‌yā hasīṅ javāṅ fasānā banā
lā kāgaz kalam …

āṇkhoṅ meṅ basī hai merī chāṇdnī
tere vāste hī sāthī maiṅ banī
yādeṅ terī jātī nahīṅ
nīṅd mujhe ātī nahīṅ
ek dūsre se hameśhā kareṅge vafā
lā kāgaz kalam …

merī ziṅdgī hai dilbar yār kī
toṛeṅge kabhī nā rasmeṅ pyār kī
tere lie hai merī jāṅ
deṅge tujhe donoṅ jahāṇ
rāh-e-mohabbat se kabhī hoṅge nā judā
lā kāgaz kalam …