क्यों जी आख़िर कौन हो तुम ... आवारा हूँ
आ: क्यों जी आख़िर कौन हो तुम
मु: आवारा हूँ
आ: घास के पास क्यों खड़े हो
मु: घसियारा हूँ
आ: हो क्यों जी आख़िर कौन हो तुम
मु: आवारा हूँ घसियारा हूँ आवारा हूँ हूँ हूँ
मु: तू है हूर ज़मीं की रानी मैं मासूम फ़रिश्ता
आ: तोड़ न मेरे लाज के बंधन जोड़ न दिल का रिश्ता
जा जा जोड़ न दिल का रिश्ता
आख़िर तेरी जात है क्या
मु: भटियारा हूँ
आ: क्यों जी आख़िर कौन हो तुम
मु: आवारा हूँ घसियारा हूँ भटियारा हूँ हूँ हूँ
आ: हर लड़की की आँखों पर तुम बिजली बन कर गिरते
मु: दिल की गठरी सर पर रखकर गली गली हम फिरते
हाँ हाँ गली गली हम फिरते
आ: ऐसा क्यूँ करते हो तुम
मु: बनजारा हूँ
आ: क्यों जी आख़िर कौन हो तुम
मु: आवारा हूँ भटियारा हूँ बनजारा हूँ हूँ हूँ
मु: जब तू नाचे नाज़-ओ-अदा से धरती का दिल धड़के
आ: तुझे पकड़ कर पीटूँगी मैं भाग यहाँ से लड़के
चल हट भाग यहाँ से लड़के
मैं रुस्तम की लड़की हूँ
मु: मैं दारा हूँ
आ: घास के पास क्यों खड़े …
ā: kyoṅ jī ākhir kaun ho tum
mu: āvārā hūṇ
ā: ghās ke pās kyoṅ khaṛe ho
mu: ghasiyārā hūṇ
ā: ho kyoṅ jī ākhir kaun ho tum
mu: āvārā hūṇ ghasiyārā hūṇ āvārā hūṇ hūṇ hūṇ
mu: tū hai hūr zamīṅ kī rānī maiṅ māsūm fariśhtā
ā: toṛ na mere lāj ke baṅdhan joṛ na dil kā riśhtā
jā jā joṛ na dil kā riśhtā
ākhir terī jāt hai kyā
mu: bhaṭiyārā hūṇ
ā: kyoṅ jī ākhir kaun ho tum
mu: āvārā hūṇ ghasiyārā hūṇ bhaṭiyārā hūṇ hūṇ hūṇ
ā: har laṛkī kī āṇkhoṅ par tum bijlī ban kar girte
mu: dil kī gaṭhrī sar par rakhkar galī galī ham phirte
hāṇ hāṇ galī galī ham phirte
ā: aisā kyūṇ karte ho tum
mu: banjārā hūṇ
ā: kyoṅ jī ākhir kaun ho tum
mu: āvārā hūṇ bhaṭiyārā hūṇ banjārā hūṇ hūṇ hūṇ
mu: jab tū nāche nāz-o-adā se dhartī kā dil dhaṛke
ā: tujhe pakaṛ kar pīṭūṇgī maiṅ bhāg yahāṇ se laṛke
chal haṭ bhāg yahāṇ se laṛke
maiṅ rustam kī laṛkī hūṇ
mu: maiṅ dārā hūṇ
ā: ghās ke pās kyoṅ khaṛe …