क्या यही प्यार है ... दिल पे छाने लगा है नशा प्यार का
क्या यही प्यार है
दिल पे छाने लगा है नशा प्यार का
ओ दिल पे छाने लगा है नशा प्यार का
अब तो आने लगा है मज़ा प्यार का
बेखुदी छा गई आशिक़ी आ गई
क्या यही प्यार है दिल ज़रा तू बता
दिल पे छाने लगा …
मेरी मेरी नज़र में जादू जादू बसा है
मेरी हर इक अदा का तू है तू है दीवाना
हे जादू जादू जादू तो तेरा मुझ पे मुझ पे मुझ पे चला है
उसके उसके उसके असर से मैं हूँ मैं हूँ दीवाना
तू बता दे ज़रा तू बता दे ज़रा ये तुझे क्या हुआ
क्या यही प्यार है …
चन्दा चन्दा चन्दा सा जानां तेरा तेरा तेरा बदन है
उस पे उस पे उस पे क़यामत तेरा यूं ही शरमाना
तेरा तेरा सनम ये कैसा दीवानापन है
तूने तूने बनाया यूं ही कैसा अफ़साना
पल में दिल ले गया कुछ पता ना चला
क्या यही प्यार है …
kyā yahī pyār hai
dil pe chhāne lagā hai naśhā pyār kā
o dil pe chhāne lagā hai naśhā pyār kā
ab to āne lagā hai mazā pyār kā
bekhudī chhā gaī āśhiqī ā gaī
kyā yahī pyār hai dil zarā tū batā
dil pe chhāne lagā …
merī merī nazar meṅ jādū jādū basā hai
merī har ik adā kā tū hai tū hai dīvānā
he jādū jādū jādū to terā mujh pe mujh pe mujh pe chalā hai
uske uske uske asar se maiṅ hūṇ maiṅ hūṇ dīvānā
tū batā de zarā tū batā de zarā ye tujhe kyā huā
kyā yahī pyār hai …
chandā chandā chandā sā jānāṅ terā terā terā badan hai
us pe us pe us pe qayāmat terā yūṅ hī śharmānā
terā terā sanam ye kaisā dīvānāpan hai
tūne tūne banāyā yūṅ hī kaisā afsānā
pal meṅ dil le gayā kuchh patā nā chalā
kyā yahī pyār hai …