क्या सोचता है ऐ दिल क्या सवाल करता है
क्या सोचता है ऐ दिल क्या सवाल करता है
ये प्यार तो सभी का बुरा हाल करता है
क्या सोचता है ऐ …
जिसने प्यार किया दिल का एतबार किया
उसने तो खुद ही अपना बस जीना दुश्वार किया
पहते तो दिल लगा के फिर दर्द मीठा पा के क्या कमाल करता है
ये प्यार तो सभी का …
जाता है इक नज़र में दिल का सुकून सारा
देता जो बेकरारी लगता है वो ही प्यारा
क्या हम बताएं कैसे मत पूछो कैसे कैसे क्या कमाल करता है
ये प्यार तो सभी का …
kyā sochtā hai ai dil kyā savāl kartā hai
ye pyār to sabhī kā burā hāl kartā hai
kyā sochtā hai ai …
jisne pyār kiyā dil kā etbār kiyā
usne to khud hī apnā bas jīnā duśhvār kiyā
pahte to dil lagā ke phir dard mīṭhā pā ke kyā kamāl kartā hai
ye pyār to sabhī kā …
jātā hai ik nazar meṅ dil kā sukūn sārā
detā jo bekrārī lagtā hai vo hī pyārā
kyā ham batāeṅ kaise mat pūchho kaise kaise kyā kamāl kartā hai
ye pyār to sabhī kā …