K‌yaa se k‌yaa ho gayaa, bevafaa, tere pyaar men

क्‌या से क्‌या हो गया, बेवफ़ा, तेरे प्यार में
Work
Year
Language

क्‌या से क्‌या हो गया
बेवफ़ा ऽऽऽ
तेरे प्यार में
चाहा क्‌या क्‌या मिला
बेवफ़ा ऽऽऽ
तेरे प्यार में

चलो सुहाना भरम तो टूटा
जाना के हुस्न क्‌या है
हो ओ ओ
चलो सुहाना भरम तो टूटा
जाना के हुस्न क्‌या है
कहती है जिसको प्यार दुनिया
क्‌या चीज़ क्‌या बला है
दिल ने क्‌या ना सहा
बेवफ़ा ऽऽऽ
तेरे प्यार में
चाहा क्‌या …

तेरे मेरे दिल के बीच अब तो
सदियों के फ़ासले हैं
हो ओ ओ
तेरे मेरे दिल के बीच अब तो
सदियों के फ़ासले हैं
यक़ीन होगा किसे कि हम तुम इक राह संग चले हैं
होना है और क्‌या
बेवफ़ा ऽऽऽ
तेरे प्यार में
चाहा क्‌या …

k‌yā se k‌yā ho gayā
bevafā '''
tere pyār meṅ
chāhā k‌yā k‌yā milā
bevafā '''
tere pyār meṅ

chalo suhānā bharam to ṭūṭā
jānā ke husn k‌yā hai
ho o o
chalo suhānā bharam to ṭūṭā
jānā ke husn k‌yā hai
kahtī hai jisko pyār duniyā
k‌yā chīz k‌yā balā hai
dil ne k‌yā nā sahā
bevafā '''
tere pyār meṅ
chāhā k‌yā …

tere mere dil ke bīch ab to
sadiyoṅ ke fāsle haiṅ
ho o o
tere mere dil ke bīch ab to
sadiyoṅ ke fāsle haiṅ
yaqīn hogā kise ki ham tum ik rāh saṅg chale haiṅ
honā hai aur k‌yā
bevafā '''
tere pyār meṅ
chāhā k‌yā …