क्या मिल गया हाय क्या खो गया
ल: ( क्या मिल गया हाय क्या खो गया
मुझे मेरे बालम ये क्या हो गया
र: हम खो गए हाय तुम खो गए
मुहब्बत की राहों में दिल खो गया ) -2
ल: ये ख़ुशियों के प्याले छलकते रहेंगे
हवाओं के आँचल महकते चलेंगे
र: अरे नए रास्ते ख़ुद-ब-ख़ुद खुलते चलेंगे
जिधर से हम-तुम बहकते चलेंगे हो बहकते चलेंगे
ल: क्या मिल गया …
र: हम खो गए …
र: जहाँ से सफ़र ये शुरू हो रहा है
नए इक ज़माने की वो इस्तिदा है
ल: कहीं हमको भी तुम भुला तो न दोगे
धड़कता हुआ दिल मेरा पूछता है हो दिल मेरा पूछता है
र: हम खो गए …
ल: क्या मिल गया …
ल: हर एक बात गीतों में ढलने लगी है
हर एक आरज़ू फिर मचलने लगी है
र: हो तुम अपनी इन आँखों का जादू तो देखो
कि दुनिया ही मेरी बदलने लगी है ओ बदलने लगी है
ल: क्या मिल गया …
र: हम खो गए …
la: ( kyā mil gayā hāy kyā kho gayā
mujhe mere bālam ye kyā ho gayā
ra: ham kho gae hāy tum kho gae
muhabbat kī rāhoṅ meṅ dil kho gayā ) -2
la: ye khuśhiyoṅ ke pyāle chhalakte raheṅge
havāoṅ ke āṇchal mahakte chaleṅge
ra: are nae rāste khud-ba-khud khulte chaleṅge
jidhar se ham-tum bahakte chaleṅge ho bahakte chaleṅge
la: kyā mil gayā …
ra: ham kho gae …
ra: jahāṇ se safar ye śhurū ho rahā hai
nae ik zamāne kī vo istidā hai
la: kahīṅ hamko bhī tum bhulā to na doge
dhaṛaktā huā dil merā pūchhtā hai ho dil merā pūchhtā hai
ra: ham kho gae …
la: kyā mil gayā …
la: har ek bāt gītoṅ meṅ ḍhalne lagī hai
har ek ārazū phir machalne lagī hai
ra: ho tum apnī in āṇkhoṅ kā jādū to dekho
ki duniyā hī merī badalne lagī hai o badalne lagī hai
la: kyā mil gayā …
ra: ham kho gae …