क्या मैने आज सुना हां मैने तुमको चुना
क्या मैने आज सुना हां मैने तुमको चुना
है प्यार हमसे हां जी कसम से
सुनके हुआ प्यार मेरा दुगना
क्या मैने आज …
दिल कितना खुश होता है तुमसे मिलके
हमको सुनाओ किस्से अपने दिल के
हरपल ये जपता रहता है नाम तुम्हारा
तुम भी हो प्यारे दिल भी तुम्हारा है प्यारा
हो प्यार अमर है फिर किसका डर है
गीत कोई दिल की धुन पे गुनगुना
क्या मैने आज …
तुमने पाई खूबी क्या मुझमें ऐसी
परियां भी शायद नहीं तुम्हारे जैसी
मुझको हमेशा यूं ही चाहोगे क्या
तुम भी तो अपना वादा निभाओगे क्या
तुमको पता है बोलो ना क्या है
मन ही मन कोई सपना मैने है बुना
क्या मैने आज …
kyā maine āj sunā hāṅ maine tumko chunā
hai pyār hamse hāṅ jī kasam se
sunke huā pyār merā dugnā
kyā maine āj …
dil kitnā khuśh hotā hai tumse milke
hamko sunāo kisse apne dil ke
harpal ye japtā rahtā hai nām tumhārā
tum bhī ho pyāre dil bhī tumhārā hai pyārā
ho pyār amar hai phir kiskā ḍar hai
gīt koī dil kī dhun pe gungunā
kyā maine āj …
tumne pāī khūbī kyā mujhmeṅ aisī
pariyāṅ bhī śhāyad nahīṅ tumhāre jaisī
mujhko hameśhā yūṅ hī chāhoge kyā
tum bhī to apnā vādā nibhāoge kyā
tumko patā hai bolo nā kyā hai
man hī man koī sapnā maine hai bunā
kyā maine āj …