K‌yaa khoob lagtee ho baree sundar dikhtee ho

क्‌या खूब लगती हो बड़ी सुंदर दिखती हो
Work
Year
Language

क्‌या खूब लगती हो बड़ी सुंदर दिखती हो
फिर से कहो कहते रहो अच्छा लगता है
जीवन का हर सपना अब सच्चा लगता है
क्‌या खूब लगती हो …

तारीफ़ करोगे कब तक बोलो कब तक
मेरे सीने में साँस रहेगी जब तक
कब तक मैं रहूँगी मन में हाँ मन में
सूरज होगा जब तक नील गगन में
फिर से कहो …

खुश हो ना मुझे तुम पा कर मुझे पाकर
प्यासे दिल को आज मिला है सागर
क्‌या दिल में है और तमन्ना है तमन्ना
हर जीवन में तुम मेरे ही बनना
फिर से कहो …

k‌yā khūb lagtī ho baṛī suṅdar dikhtī ho
phir se kaho kahte raho achchhā lagtā hai
jīvan kā har sapnā ab sachchā lagtā hai
k‌yā khūb lagtī ho …

tārīf karoge kab tak bolo kab tak
mere sīne meṅ sāṇs rahegī jab tak
kab tak maiṅ rahūṇgī man meṅ hāṇ man meṅ
sūraj hogā jab tak nīl gagan meṅ
phir se kaho …

khuśh ho nā mujhe tum pā kar mujhe pākar
pyāse dil ko āj milā hai sāgar
k‌yā dil meṅ hai aur tamannā hai tamannā
har jīvan meṅ tum mere hī bannā
phir se kaho …