क्या हुआ तुझे बेचैन दिल हो रहा
क्या हुआ तुझे
बेचैन दिल हो रहा
क्यूँ हुआ भला
मुझ को नहीं कुछ पता
ऐसा भी क्या हो गया रे
जाने मुझे क्या हुआ रे
धड़कनें बढ़ीं
धड़कनें तो रुक सी गईं
साँसों का क्या
साँसें भी बस में नहीं
अरे रे रे ये क्या हुआ रे
वो तो नहीं हो गया रे
क्या हुआ तुझे …
कितना मुश्किल छुपाना छुपाना
उस से भी मुश्किल बताना बताना
दिल की बातों को लेकिन अपनों से ना छुपाना
हूँ कहना चाहूँ मैं लेकिन कुछ कहा भी न जाए
रोग तुझ को लगा जो उस से रब ही बचाए
इस की दवा
इस की दवा कुछ नहीं
अब होगा क्या
अरे मुझ को पता ही नहीं
अरे रे रे ये क्या हुआ रे
जाने मुझे क्या हुआ रे
क्या हुआ तुझे …
दिल की बातों को दिलबर दिलबर
जो ना हम से कहोगे कहोगे
देखना ज़िंदगी भर तुम तड़पते रहोगे
कौन सा मोड़ है ये कैसी ये बेखुदी है
मैं कहाँ हूँ मुझे तो
कुछ खबर ही नहीं है
कुछ तो खबर लो तुम ज़रा अपने दिल की
दिल तो मेरा अब पास मेरे नहीं
तेरा हुआ क्या करूँ रे
अरे रे रे प्यार हो गया रे
तुझ से ही प्यार हो गया रे
kyā huā tujhe
bechain dil ho rahā
kyūṇ huā bhalā
mujh ko nahīṅ kuchh patā
aisā bhī kyā ho gayā re
jāne mujhe kyā huā re
dhaṛakneṅ baṛhīṅ
dhaṛakneṅ to ruk sī gaīṅ
sāṇsoṅ kā kyā
sāṇseṅ bhī bas meṅ nahīṅ
are re re ye kyā huā re
vo to nahīṅ ho gayā re
kyā huā tujhe …
kitnā muśhkil chhupānā chhupānā
us se bhī muśhkil batānā batānā
dil kī bātoṅ ko lekin apnoṅ se nā chhupānā
hūṇ kahnā chāhūṇ maiṅ lekin kuchh kahā bhī na jāe
rog tujh ko lagā jo us se rab hī bachāe
is kī davā
is kī davā kuchh nahīṅ
ab hogā kyā
are mujh ko patā hī nahīṅ
are re re ye kyā huā re
jāne mujhe kyā huā re
kyā huā tujhe …
dil kī bātoṅ ko dilbar dilbar
jo nā ham se kahoge kahoge
dekhnā ziṅdgī bhar tum taṛapte rahoge
kaun sā moṛ hai ye kaisī ye bekhudī hai
maiṅ kahāṇ hūṇ mujhe to
kuchh khabar hī nahīṅ hai
kuchh to khabar lo tum zarā apne dil kī
dil to merā ab pās mere nahīṅ
terā huā kyā karūṇ re
are re re pyār ho gayā re
tujh se hī pyār ho gayā re