K‌yaa buraa kiyaa hai huzoor maine haan thoree see pee hai

क्‌या बुरा किया है हुज़ूर मैने हाँ थोड़ी सी पी है
Year
Language

क्‌या बुरा किया है हुज़ूर मैने
हाँ थोड़ी सी पी है ज़रूर मैने
क्‌या बुरा किया …

समझती है दुनिया शराबी मुझे
यह कहती है ख़ानाख़राबी मुझे
न जाने क्‌या किया क़सूर मैने
हाँ थोड़ी सी पी …

ये थोड़ी सी पीना बला हो गया
ज़माना भी मुझपे ख़फ़ा हो गया
यह पहला किया है क़ुसूर मैने
क्‌या बुरा किया है …

क्‌या क़ुसूर किया है हुज़ूर मैने

k‌yā burā kiyā hai huzūr maine
hāṇ thoṛī sī pī hai zarūr maine
k‌yā burā kiyā …

samajhtī hai duniyā śharābī mujhe
yah kahtī hai khānākhrābī mujhe
na jāne k‌yā kiyā qasūr maine
hāṇ thoṛī sī pī …

ye thoṛī sī pīnā balā ho gayā
zamānā bhī mujhpe khafā ho gayā
yah pahlā kiyā hai qusūr maine
k‌yā burā kiyā hai …

k‌yā qusūr kiyā hai huzūr maine