क्या आपको एहसास है ... हमारा दिल आपके पास है
क्या आपको एहसास है बात अब ये ही खास है
आपका दिल हमारे पास है हमारा दिल आपके पास है
आपका दिल हमारे …
ये क्यूं आज रेशम सी है रोशनी
ये क्या गीत सा इन हवाओं में है
तुम्हें छू के रेशम हुई रोशनी
मेरे दिल की धड़कन फ़िज़ाओं में है
बहके बहके कई दिल में जज़्बात हैं
जागी जागी कोई अनकही प्यास है
आपका दिल हमारे …
वो बादल उतरने लगे झील में
परिन्दे दरख्तों पे गाने लगे
जो तुम हमसफ़र हो तो ऐ हमसफ़र
हमें सारे मंज़र सुहाने लगे
मंज़िलों से गले रास्ते मिल गए
सपने सच हो गए पूरी हर आस है
आपका दिल हमारे …
kyā āpko ehsās hai bāt ab ye hī khās hai
āpkā dil hamāre pās hai hamārā dil āpke pās hai
āpkā dil hamāre …
ye kyūṅ āj reśham sī hai rośhnī
ye kyā gīt sā in havāoṅ meṅ hai
tumheṅ chhū ke reśham huī rośhnī
mere dil kī dhaṛkan fizāoṅ meṅ hai
bahke bahke kaī dil meṅ jazbāt haiṅ
jāgī jāgī koī anakhī pyās hai
āpkā dil hamāre …
vo bādal utarne lage jhīl meṅ
parinde darakhtoṅ pe gāne lage
jo tum hamasafar ho to ai hamasafar
hameṅ sāre maṅzar suhāne lage
maṅziloṅ se gale rāste mil gae
sapne sach ho gae pūrī har ās hai
āpkā dil hamāre …