K‌vaab ho tum yaa koee haqeekat, kaun ho tum batlaao

क्‌वाब हो तुम या कोई हक़ीकत, कौन हो तुम बतलाओ
Year
Language

ख़्वाब हो तुम या कोई हक़ीक़त
कौन हो तुम बतलाओ
देर से कितनी दूर खड़ी हो
और करीब आ जाओ

सुबह पे जिस तरह, शाम का हो गुमार - (2)
ज़ुल्फ़ों में एक चेहरा, कुछ ज़ाहिर कुछ निहार

धड़कनों ने सुनी, एक सदा पाओं की - (2)
और दिल पे लहराई, आँचल की छाओं सी

मिल ही जाती हो तुम, मुझको हर मोड़ पे - (2)
चल देती हो कितने, अफ़साने छोड़ के

फिर पुकारो मुझे, फिर मेरा नाम लो - (2)
गिरता हूँ फिर अपनी, बाहों में थाम लो

khvāb ho tum yā koī haqīqat
kaun ho tum batlāo
der se kitnī dūr khaṛī ho
aur karīb ā jāo

subah pe jis tarah, śhām kā ho gumār - (2)
zulfoṅ meṅ ek chehrā, kuchh zāhir kuchh nihār

dhaṛaknoṅ ne sunī, ek sadā pāoṅ kī - (2)
aur dil pe lahrāī, āṇchal kī chhāoṅ sī

mil hī jātī ho tum, mujhko har moṛ pe - (2)
chal detī ho kitne, afsāne chhoṛ ke

phir pukāro mujhe, phir merā nām lo - (2)
girtā hūṇ phir apnī, bāhoṅ meṅ thām lo