Kushiyon kee saugaat hai naaree ... college ke saathee

कुशियों की सौगात है नारी ... cओल्लेगे के साथी
Year
Language

ख़ुशियों की सौगात है नारी -2

दुनिया में हम सब की जननी है नारी -2

भूमि पे भी स्वर्ग में भी अनमोल दौलत है नारी

अनमोल दौलत है नारी

हे लड़की देखी भूख उड़ गई

लड़की देखी नींद उड़ गई

लड़की देखी बात बन गई होय

क क क क क क college के साथी

क college के साथी -4

साथी मिले प्यारे-प्यारे किस्से हुये दिल के सारे

काश्मिर जैसा गुलशन capco king का garden

हर दिन है fashion show

college के साथी

आँखें silicon graphic लड़कीयों से jam होता traffic

v channel choice है ये तो भी voice है

गाल ऐसे चमकें जैसे laser

तेरा love letter कहता है pager

मैं प्यार का computer और तू है software

cell या phone जैसी होती तू अगर baggy या pocket में हम रख लेते तुमको

contact lens जैसी होती तू अगर पलकों में आहिस्ता से रख लेते तुमको

सुंदर लड़की हर दम है inspiration आगे बढ़ती उनसे younger generation

college के साथी ही तो जीवन के प्यारे साथी

cell या phone जैसी होती तू अगर
baggy या pocket में हम रख लेते तुमको

dating की ख़ातिर college gate पे waiting कर लेंगे हम

o k हो तो san francisco disco चलेंगे हम

boys and girls मिल-जुल के rock and roll करने के साथी यही साथी

everyday love season मिलता है ऐसा प्यारा देख कहाँ

क क क क क क college के साथी
क college के साथी

khuśhiyoṅ kī saugāt hai nārī -2

duniyā meṅ ham sab kī jannī hai nārī -2

bhūmi pe bhī svarg meṅ bhī anmol daulat hai nārī

anmol daulat hai nārī

he laṛkī dekhī bhūkh uṛ gaī

laṛkī dekhī nīṅd uṛ gaī

laṛkī dekhī bāt ban gaī hoy

ka ka ka ka ka ka college ke sāthī

ka college ke sāthī -4

sāthī mile pyāre-pyāre kisse huye dil ke sāre

kāśhmir jaisā gulaśhan capco king kā garden

har din hai fashion show

college ke sāthī

āṇkheṅ silicon graphic laṛkīyoṅ se jam hotā traffic

v channel choice hai ye to bhī voice hai

gāl aise chamkeṅ jaise laser

terā love letter kahtā hai pager

maiṅ pyār kā computer aur tū hai software

cell yā phone jaisī hotī tū agar baggy yā pocket meṅ ham rakh lete tumko

contact lens jaisī hotī tū agar palkoṅ meṅ āhistā se rakh lete tumko

suṅdar laṛkī har dam hai inspiration āge baṛhtī unse younger generation

college ke sāthī hī to jīvan ke pyāre sāthī

cell yā phone jaisī hotī tū agar
baggy yā pocket meṅ ham rakh lete tumko

dating kī khātir college gate pe waiting kar leṅge ham

o k ho to san francisco disco chaleṅge ham

boys and girls mil-jul ke rock and roll karne ke sāthī yahī sāthī

everyday love season miltā hai aisā pyārā dekh kahāṇ

ka ka ka ka ka ka college ke sāthī
ka college ke sāthī