कुशियों का ज़माना बीत गया
ख़ुशियों का ज़माना बीत गया -2
मजबूर मुहब्बत रोती है रोती है
नाशाद है तू नाशाद हूँ मैं -2
क़िस्मत दोनों की सोती है सोती है
ख़ुशियों का ज़माना बीत गया -2
बरबाद उधर तेरा दिल है -2
रोती हैं इधर मेरी आँखें मेरी आँखें
वो कौन सी दुनिया है जिसमें -2
आबाद मोहब्बत होती है होती है
ख़ुशियों का ज़माना बीत गया -2
मजबूर मुहब्बत रोती है रोती है
ख़ुशियों का ज़माना बीत गया -2
तू ग़म की कहानी कहता जा -2
जो दर्द मिला है सहता जा सहता जा
ओ दर्द के मारे देखे जा -2
तक़दीर कहाँ तक सोती है सोती है
ख़ुशियों का ज़माना बीत गया -2
मजबूर मुहब्बत रोती है रोती है
ख़ुशियों का ज़माना बीत गया -2
khuśhiyoṅ kā zamānā bīt gayā -2
majbūr muhabbat rotī hai rotī hai
nāśhād hai tū nāśhād hūṇ maiṅ -2
qismat donoṅ kī sotī hai sotī hai
khuśhiyoṅ kā zamānā bīt gayā -2
barbād udhar terā dil hai -2
rotī haiṅ idhar merī āṇkheṅ merī āṇkheṅ
vo kaun sī duniyā hai jismeṅ -2
ābād mohabbat hotī hai hotī hai
khuśhiyoṅ kā zamānā bīt gayā -2
majbūr muhabbat rotī hai rotī hai
khuśhiyoṅ kā zamānā bīt gayā -2
tū ġham kī kahānī kahtā jā -2
jo dard milā hai sahtā jā sahtā jā
o dard ke māre dekhe jā -2
taqdīr kahāṇ tak sotī hai sotī hai
khuśhiyoṅ kā zamānā bīt gayā -2
majbūr muhabbat rotī hai rotī hai
khuśhiyoṅ kā zamānā bīt gayā -2