वन्दे मातरम वन्दे मातरम
ख़ुश रहो ख़ुश रहो अहल-ए-वतन
हम अपना फ़र्ज़ निभाके चले
कभी बुझने न देना उस आग को
आग सीनों में हम जो लगाके चले
क्या हुआ नींद आई जो हम सो गए
हम तो सारे वतन को जगा के चले
याद आए हमारी तो रोना नहीं
तुमको आज़ादी का रंग लगाके चले
vande mātaram vande mātaram
khuśh raho khuśh raho ahal-e-vatan
ham apnā farz nibhāke chale
kabhī bujhne na denā us āg ko
āg sīnoṅ meṅ ham jo lagāke chale
kyā huā nīṅd āī jo ham so gae
ham to sāre vatan ko jagā ke chale
yād āe hamārī to ronā nahīṅ
tumko āzādī kā raṅg lagāke chale