कुरते की बईयां को ऊपर चढ़ई के
कुरते की बईयां को ऊपर चढ़ई के
मस्ती में रहते हैं पनवा चबई के
खैनी में थोड़ा सा चूना मिलई के
भैया तुम भी देखो ज़रा ठस्का लगई के
कुरते की बईयां …
हम हैं बनारस के बांके बिहारी
आँखों से काजल चुरा लें तुम्हारी
दुनिया है नहला हम नहले पे दहला
हर बार अपना तो number है पहला
आगे ससुर के नाती सुन
आगे जो निकले कोई हम से छैला
ससुरे को दे उल्टा लाफ़ा जमई के
कुरते की बईयां …
लहरें मारे मेरी जवानी गंगा घाट का पी के पानी
देखो नहीं करना नादानी ये आग है जिसे समझे हो पानी
रपट गया दिल तुझपे ओ रानी क्यों करती है आनाकानी
तुम जानते हो कि मैं हूँ दीवानी
महंगी पड़ेगी राजा नज़रें लड़ानी
कुरते की बईयां …
ठुमका लगई के ये धरती हिलई दें
जिसको भी चाहें उसको नचई दें
घुंघटे में चेहरा छिपाती हैं गोरियां
हमको जो देखें तो खनकाए चूड़ियां
बचवा बजा ढोलकी रंग जमई के
रख दे करेजवा पे बर्छी चलई के
कुरते की बईयां …
kurte kī baīyāṅ ko ūpar chaṛhaī ke
mastī meṅ rahte haiṅ panvā chabaī ke
khainī meṅ thoṛā sā chūnā milaī ke
bhaiyā tum bhī dekho zarā ṭhaskā lagaī ke
kurte kī baīyāṅ …
ham haiṅ banāras ke bāṅke bihārī
āṇkhoṅ se kājal churā leṅ tumhārī
duniyā hai nahlā ham nahle pe dahlā
har bār apnā to number hai pahlā
āge sasur ke nātī sun
āge jo nikle koī ham se chhailā
sasure ko de ulṭā lāfā jamaī ke
kurte kī baīyāṅ …
lahreṅ māre merī javānī gaṅgā ghāṭ kā pī ke pānī
dekho nahīṅ karnā nādānī ye āg hai jise samjhe ho pānī
rapaṭ gayā dil tujhpe o rānī kyoṅ kartī hai ānākānī
tum jānte ho ki maiṅ hūṇ dīvānī
mahaṅgī paṛegī rājā nazreṅ laṛānī
kurte kī baīyāṅ …
ṭhumkā lagaī ke ye dhartī hilaī deṅ
jisko bhī chāheṅ usko nachaī deṅ
ghuṅghṭe meṅ chehrā chhipātī haiṅ goriyāṅ
hamko jo dekheṅ to khankāe chūṛiyāṅ
bachvā bajā ḍholkī raṅg jamaī ke
rakh de karejvā pe barchhī chalaī ke
kurte kī baīyāṅ …