कुड़ी कुंवारी तेरे पीछे ... जाता कहां है सोणेया
कुड़ी कुंवारी तेरे पीछे पीछे पीछे पीछे
जाता कहां है सोणेया
ऐसे नज़र कर निच्चे निच्चे निच्चे निच्चे
जाता कहां है सोणेया
मेरे तों गलती हो गई O K
मैनूं माफ़ कर दे O K
ऐवें छड़के ना जा ना दे धोखे
कुड़ी कुंवारी …
By the way what's your problem.
By the way तुम्हें क्या करना है
By the way ये कुछ वादे करने हैं
उन्हें पूरा करना है
संग जीना है संग मरना है
तो कर लो ना जो करना है Don't bother me
Really.
रेशम सी ज़ुल्फ़ें बहकी निगाहें
तुझको बुलाएं आ लौट चल
तेरे सफ़र की मैं हमसफ़र हूँ
मेरे सनम मेरे साथ चल
थाम ले बाँह मेरी समझ ले इशारा
कोई लगता नहीं है मुझे तुझसे प्यारा
मेरा नैन चुरा के ना जा
ऐसे ना जा आजा आजा
तेरे सपनों की रानी रोके
जाता कहां है …
क्या मस्तियों का मौसम है यारा
मौसम का कहना है तू मान ले
यौवन है इक सावन जैसा
रहता नहीं ये सदा जान ले
तुझे मेरी कसम और कर ना सितम
कहीं ऐसा ना हो मुझे लग जाए ग़म
ये जवानी तेरी O K
मैं दीवानी तेरी O K
आजा तू भी दीवाना हो के
जाता कहां है …
kuṛī kuṅvārī tere pīchhe pīchhe pīchhe pīchhe
jātā kahāṅ hai soṇeyā
aise nazar kar nichche nichche nichche nichche
jātā kahāṅ hai soṇeyā
mere toṅ galtī ho gaī O K
mainūṅ māf kar de O K
aiveṅ chhaṛke nā jā nā de dhokhe
kuṛī kuṅvārī …
By the way what's your problem.
By the way tumheṅ kyā karnā hai
By the way ye kuchh vāde karne haiṅ
unheṅ pūrā karnā hai
saṅg jīnā hai saṅg marnā hai
to kar lo nā jo karnā hai Don't bother me
Really.
reśham sī zulfeṅ bahkī nigāheṅ
tujhko bulāeṅ ā lauṭ chal
tere safar kī maiṅ hamasafar hūṇ
mere sanam mere sāth chal
thām le bāṇh merī samajh le iśhārā
koī lagtā nahīṅ hai mujhe tujhse pyārā
merā nain churā ke nā jā
aise nā jā ājā ājā
tere sapnoṅ kī rānī roke
jātā kahāṅ hai …
kyā mastiyoṅ kā mausam hai yārā
mausam kā kahnā hai tū mān le
yauvan hai ik sāvan jaisā
rahtā nahīṅ ye sadā jān le
tujhe merī kasam aur kar nā sitam
kahīṅ aisā nā ho mujhe lag jāe ġham
ye javānī terī O K
maiṅ dīvānī terī O K
ājā tū bhī dīvānā ho ke
jātā kahāṅ hai …