Title (Indic)जहाँ वाले हमें दुनिया में क्यों पैदा किया तूने WorkKundan Year1955 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Mohammed Performer Lata Mangeshkar Writer Shakeel Badayuni LyricsHindi( जहाँ वाले हमें दुनिया में क्यों पैदा किया तूने ) -2 ग़रीबी दे के आँखें फेर लीं ये क्या किया तूने जहाँ वाले ( मुझे शिक़वा नहीं तूने मिटा दी ज़िन्दगी मेरी ) -2 करम से तेरे टकराती कहाँ तक मुफ़लिसी मेरी मेरे दिल की उम्मीदें तोड़ दीं अच्छा किया तूने जहाँ वाले ( हमें क्या हम तो मर-मर कर जिये हैं और जी लेंगे ) -2 हमेशा ख़ून के आँसू पिये हैं और पी लेंगे ज़माने में ख़ुद अपने नाम को रुसवा किया तूने जहाँ वाले हमें दुनिया में क्यों पैदा किया तूने जहाँ वाले English( jahāṇ vāle hameṅ duniyā meṅ kyoṅ paidā kiyā tūne ) -2 ġharībī de ke āṇkheṅ pher līṅ ye kyā kiyā tūne jahāṇ vāle ( mujhe śhiqvā nahīṅ tūne miṭā dī zindgī merī ) -2 karam se tere ṭakrātī kahāṇ tak muflisī merī mere dil kī ummīdeṅ toṛ dīṅ achchhā kiyā tūne jahāṇ vāle ( hameṅ kyā ham to mar-mar kar jiye haiṅ aur jī leṅge ) -2 hameśhā khūn ke āṇsū piye haiṅ aur pī leṅge zamāne meṅ khud apne nām ko rusvā kiyā tūne jahāṇ vāle hameṅ duniyā meṅ kyoṅ paidā kiyā tūne jahāṇ vāle