Kudaa ke lie ab pardaa hataa do ... mujhe us sitamgar kee soorat dikhaa do

कुदा के लिए अब पर्दा हटा दो ... मुझे उस सितमगर की सूरत दिखा दो
Work
Year
Language

ख़ुदा के लिए अब पर्दा हटा दो
मुझे उस सितमगर की सूरत दिखा दो
कहां है किधर है वो ज़ालिम बता दो
मुझे उस सितमगर की …

कई साल गुज़रे हँसे लाख मुजरे
मगर वो न आया
उसे देखने को तरसती हैं आँखें
मुझे मेरी मंज़िल का रस्ता दिखा दो
मुझे उस सितमगर की …

कहां फूल तोड़ा कहां लाके छोड़ा
यही शहर है वो यही ज़हर है वो
उसे याद करके जो मैं जी रही हूँ
नहीं जान मुझमें मगर जी रही हूँ
मगर और जीने की तुम न सज़ा दो
मुझे उस सितमगर की …

हज़ारों से पूछा हज़ारों में ढूंढा
रुकी अब नज़र ये मिली अब खबर ये
यहां वो मिलेगा यहीं देखना है
मुझे और कुछ भी नहीं देखना है
मेरे सामने से ये दुनिया हटा दो
मुझे उस सितमगर की …

khudā ke lie ab pardā haṭā do
mujhe us sitamgar kī sūrat dikhā do
kahāṅ hai kidhar hai vo zālim batā do
mujhe us sitamgar kī …

kaī sāl guzre hṇse lākh mujre
magar vo na āyā
use dekhne ko tarastī haiṅ āṇkheṅ
mujhe merī maṅzil kā rastā dikhā do
mujhe us sitamgar kī …

kahāṅ phūl toṛā kahāṅ lāke chhoṛā
yahī śhahar hai vo yahī zahar hai vo
use yād karke jo maiṅ jī rahī hūṇ
nahīṅ jān mujhmeṅ magar jī rahī hūṇ
magar aur jīne kī tum na sazā do
mujhe us sitamgar kī …

hazāroṅ se pūchhā hazāroṅ meṅ ḍhūṅḍhā
rukī ab nazar ye milī ab khabar ye
yahāṅ vo milegā yahīṅ dekhnā hai
mujhe aur kuchh bhī nahīṅ dekhnā hai
mere sāmne se ye duniyā haṭā do
mujhe us sitamgar kī …