Kuchh tumhaare hain kuchh hamaare hain

कुछ तुम्हारे हैं कुछ हमारे हैं
Year
Language

कुछ तुम्हारे हैं कुछ हमारे हैं
हम दोनों के सपने कितने प्यारे हैं
कुछ तुम्हारे हैं …

इनमें उस अरमां का नूर है जो दिल में पलता रहा
वो रंगीं नगमा जो होंठ में दब के मचलता रहा
जलवे तमाम आज़ाद हैं हम दिल के हैं बादशाह
कुछ तुम्हारे हैं …

देखो ज़रा ऐसे झूम के क्‌यूं डोलती है बहार
यूं है के आज इस तरंग में शामिल है अपनों का प्यार
यूं ही नहीं खुल खेली है ज़ुल्फ़ों की बाद-ए-सबा
कुछ तुम्हारे हैं …

kuchh tumhāre haiṅ kuchh hamāre haiṅ
ham donoṅ ke sapne kitne pyāre haiṅ
kuchh tumhāre haiṅ …

inmeṅ us armāṅ kā nūr hai jo dil meṅ paltā rahā
vo raṅgīṅ nagmā jo hoṅṭh meṅ dab ke machaltā rahā
jalve tamām āzād haiṅ ham dil ke haiṅ bādśhāh
kuchh tumhāre haiṅ …

dekho zarā aise jhūm ke k‌yūṅ ḍoltī hai bahār
yūṅ hai ke āj is taraṅg meṅ śhāmil hai apnoṅ kā pyār
yūṅ hī nahīṅ khul khelī hai zulfoṅ kī bād-e-sabā
kuchh tumhāre haiṅ …