कुछ तुम्हारे हाथ है ... दिल हमारे साथ है
attention attention attention
तुम जो फिरते हो लम्बी कारों में रहते हो महलों से मकानों में
तुम बुरा कहते हो हमको यारों झांक लो अपने गिरेबानों में
attention
फिर सवाल और जवाब कर लो तुम आज हमसे हिसाब कर लो तुम
कुछ तुम्हारे हाथ है और कुछ हमारे हाथ है
साथ है दुनिया तुम्हारे दिल हमारे साथ है
कुछ तुम्हारे हाथ है …
तुमने खुशियां खरीदी हैं बाज़ार में
हमने रंगीनियां पाईं हैं प्यार में
तुमको वो सुख जो बिकते हैं सारे मिले
हमको यारी मिली दोस्त प्यारे मिले
तुमको पैसा मिला तो ये अंदाज़ है
हमको अपने ही ऊपर मगर नाज़ है
हूं तुम चले तो साथ ये डर है कि तुम लुट जाओगे
हम चलें तो साथ उम्मीदों की इक बारात है
हूं कुछ तुम्हारे हाथ है …
कौन हो तुम कहां से आए हो बात करने की भी तमीज़ नहीं
है ज़माना हमारी ठोकर में तुम हो क्या तुम तो कोई चीज़ नहीं
हुज़ूर इतना न करिये गुरूर दौलत पर
ये शीशा छन से किसी रोज़ टूट जाएगा
ज़माने भर को है लूटा हुज़ूर ने लेकिन
ये बन्दा आपको इक रोज़ लूट जाएगा
खुद को ज्यादा न बेकरार करें आप उस दिन का इंतज़ार करें
हे कुछ तुम्हारे हाथ है …
तुमने माना कि तुम लुटेरे हो पर बुरा हमको कहते रहते हो
हम बुरे क्यूं हैं तुम भले क्यूं हो तुम जो कहते हो क्यूं वो कहते हो
कुछ तुम्हारे हाथ है …
तुम शराफ़त के परदे के पीछे छुपे
सौ गुनाहों की महफ़िल सजाते रहे
सजाते रहे सजाते रहे
हमने जो भी किया साफ़ खुल के किया
हम हैं क्या हम ये सबको बताते रहे बताते रहे
तुमने जो भी किया ज़ुर्म है वो बड़ा
हमने तो वो किया है जो करना पड़ा
हे हमने जो भी है किया वो दिन दहाड़े है किया
तुमने सब कुछ है किया जब छाई काली रात
हे कुछ तुम्हारे हाथ है …
attention attention attention
tum jo phirte ho lambī kāroṅ meṅ rahte ho mahloṅ se makānoṅ meṅ
tum burā kahte ho hamko yāroṅ jhāṅk lo apne girebānoṅ meṅ
attention
phir savāl aur javāb kar lo tum āj hamse hisāb kar lo tum
kuchh tumhāre hāth hai aur kuchh hamāre hāth hai
sāth hai duniyā tumhāre dil hamāre sāth hai
kuchh tumhāre hāth hai …
tumne khuśhiyāṅ kharīdī haiṅ bāzār meṅ
hamne raṅgīniyāṅ pāīṅ haiṅ pyār meṅ
tumko vo sukh jo bikte haiṅ sāre mile
hamko yārī milī dost pyāre mile
tumko paisā milā to ye aṅdāz hai
hamko apne hī ūpar magar nāz hai
hūṅ tum chale to sāth ye ḍar hai ki tum luṭ jāoge
ham chaleṅ to sāth ummīdoṅ kī ik bārāt hai
hūṅ kuchh tumhāre hāth hai …
kaun ho tum kahāṅ se āe ho bāt karne kī bhī tamīz nahīṅ
hai zamānā hamārī ṭhokar meṅ tum ho kyā tum to koī chīz nahīṅ
huzūr itnā na kariye gurūr daulat par
ye śhīśhā chhan se kisī roz ṭūṭ jāegā
zamāne bhar ko hai lūṭā huzūr ne lekin
ye bandā āpko ik roz lūṭ jāegā
khud ko jyādā na bekrār kareṅ āp us din kā iṅtazār kareṅ
he kuchh tumhāre hāth hai …
tumne mānā ki tum luṭere ho par burā hamko kahte rahte ho
ham bure kyūṅ haiṅ tum bhale kyūṅ ho tum jo kahte ho kyūṅ vo kahte ho
kuchh tumhāre hāth hai …
tum śharāfat ke parde ke pīchhe chhupe
sau gunāhoṅ kī mahafil sajāte rahe
sajāte rahe sajāte rahe
hamne jo bhī kiyā sāf khul ke kiyā
ham haiṅ kyā ham ye sabko batāte rahe batāte rahe
tumne jo bhī kiyā zurm hai vo baṛā
hamne to vo kiyā hai jo karnā paṛā
he hamne jo bhī hai kiyā vo din dahāṛe hai kiyā
tumne sab kuchh hai kiyā jab chhāī kālī rāt
he kuchh tumhāre hāth hai …