Kuchh tum kaho kuchh ham kahen

कुछ तुम कहो कुछ हम कहें
Work
Year
Language

कुछ तुम कहो कुछ हम कहें फिर हो शुरू ये दास्तां
ये तो कहानी है अपने प्यार की
बेताब धड़कन के इकरार की
दिल में है क्‌या तुम जान लो
जो हम कहें मान लो मान लो जान लो
कुछ तुम कहो …

होश है कहीं ना करार है
दर्द है अजब सा खुमार है
ओ क्‌या करें दीवानों सा हाल है
हर घड़ी तुम्हारा ख्याल है
नींद भी आए ना रात भर
ढूँढती तुम्हे हर घड़ी नज़र
तुमको नहीं शायद इसकी है खबर
चाहेगा न कोई तुमको इस कदर
दिल में है क्‌या …

हम तेरी बाहों में सो गए
चैन की पनाहों में खो गए
ओ इक हसीं सुहानी सी शाम दें
आ तुझे मोहब्बत का नाम दें
हम सभी रस्मों को तोड़ दें
तुम कहो तो दुनिया भी छोड़ दें
होके जुदा इक पल ना रह पाएंगे
रोएंगे तड़पेंगे हम मर जाएंगे
दिल में है क्‌या …

kuchh tum kaho kuchh ham kaheṅ phir ho śhurū ye dāstāṅ
ye to kahānī hai apne pyār kī
betāb dhaṛkan ke ikrār kī
dil meṅ hai k‌yā tum jān lo
jo ham kaheṅ mān lo mān lo jān lo
kuchh tum kaho …

hośh hai kahīṅ nā karār hai
dard hai ajab sā khumār hai
o k‌yā kareṅ dīvānoṅ sā hāl hai
har ghaṛī tumhārā khyāl hai
nīṅd bhī āe nā rāt bhar
ḍhūṇḍhtī tumhe har ghaṛī nazar
tumko nahīṅ śhāyad iskī hai khabar
chāhegā na koī tumko is kadar
dil meṅ hai k‌yā …

ham terī bāhoṅ meṅ so gae
chain kī panāhoṅ meṅ kho gae
o ik hasīṅ suhānī sī śhām deṅ
ā tujhe mohabbat kā nām deṅ
ham sabhī rasmoṅ ko toṛ deṅ
tum kaho to duniyā bhī chhoṛ deṅ
hoke judā ik pal nā rah pāeṅge
roeṅge taṛpeṅge ham mar jāeṅge
dil meṅ hai k‌yā …