Kuchh saal pahle doston ye baat huee thee

कुछ साल पहले दोस्तों ये बात हुई थी
Work
Year
Language

वाए वाहे ज़ूम ज़ूम ज़ूम वाए वाहे
प नि प नि सा सा सा ग रे सा नि
प नि प नि सा सा सा म रे सा
र र र र र
कुछ साल पहले दोस्तों ये बात हुई थी
हमको भी मुहब्बत किसी के साथ हुई थी
अपनी भी कभी पहली मुलाकात हुई थी
हमको भी मुहब्बत …

बारिश में सड़क पर छतरी पकड़ कर
मैं जा रहा था यूँ वो आ रही थी यूँ
यूँ यूँ यूँ यूँ हाय
पकड़ा गए दोनों घबरा गए दोनों
घबराके ये कहा जी माफ़ कीजिये
मतलब था जिसका ये दिल हमको दीजिये
हो romance हो गया by-chance हो गया
हम बन गए सनम था वक़्त बहुत कम
जल्दी से दिल दिया पंडित बुला लिया
घोड़े पे बैठ के हम दूल्हा बन गए
कितनी हसीं वो मिलन की रात हुई थी
हमको भी मुहब्बत …

फिर क्‌या हुआ क्‌या हुआ राज बाबू
हाँ क्‌या जाने क्‌या खबर किसकी लगी नज़र
वादों को तोड़के यादों को छोड़के
वो क्‌या बिछड़ गई दुनिया उजड़ गई
दीपक है लौ नहीं मैं हूँ वो नहीं वो नहीं वो नहीं

होती वो आज तो ढोलक बजाती वो
मस्ती में झूमती बेटी को चूमती
देती दुआएं वो लेती बलाएं वो
गाती सुहाग वो लगती न आग वो
मैं जिसमें जल गया सब कुछ बदल गया
उस रोज़ आँसुओं की बरसात हुई थी
हमको भी मुहब्बत …

नगमें हैं शिकवे हैं किस्से हैं बातें हैं
बातें भूल जाती हैं यादें याद आती हैं
यादें यादें यादें
ये यादें किसी दिल-ओ-जानम के
चले जाने के बाद आती हैं

vāe vāhe zūm zūm zūm vāe vāhe
pa ni pa ni sā sā sā ga re sā ni
pa ni pa ni sā sā sā ma re sā
ra ra ra ra ra
kuchh sāl pahle dostoṅ ye bāt huī thī
hamko bhī muhabbat kisī ke sāth huī thī
apnī bhī kabhī pahlī mulākāt huī thī
hamko bhī muhabbat …

bāriśh meṅ saṛak par chhatrī pakaṛ kar
maiṅ jā rahā thā yūṇ vo ā rahī thī yūṇ
yūṇ yūṇ yūṇ yūṇ hāy
pakaṛā gae donoṅ ghabrā gae donoṅ
ghabrāke ye kahā jī māf kījiye
matalab thā jiskā ye dil hamko dījiye
ho romance ho gayā by-chance ho gayā
ham ban gae sanam thā vaqt bahut kam
jaldī se dil diyā paṅḍit bulā liyā
ghoṛe pe baiṭh ke ham dūlhā ban gae
kitnī hasīṅ vo milan kī rāt huī thī
hamko bhī muhabbat …

phir k‌yā huā k‌yā huā rāj bābū
hāṇ k‌yā jāne k‌yā khabar kiskī lagī nazar
vādoṅ ko toṛke yādoṅ ko chhoṛke
vo k‌yā bichhaṛ gaī duniyā ujaṛ gaī
dīpak hai lau nahīṅ maiṅ hūṇ vo nahīṅ vo nahīṅ vo nahīṅ

hotī vo āj to ḍholak bajātī vo
mastī meṅ jhūmtī beṭī ko chūmtī
detī duāeṅ vo letī balāeṅ vo
gātī suhāg vo lagtī na āg vo
maiṅ jismeṅ jal gayā sab kuchh badal gayā
us roz āṇsuoṅ kī barsāt huī thī
hamko bhī muhabbat …

nagmeṅ haiṅ śhikve haiṅ kisse haiṅ bāteṅ haiṅ
bāteṅ bhūl jātī haiṅ yādeṅ yād ātī haiṅ
yādeṅ yādeṅ yādeṅ
ye yādeṅ kisī dil-o-jānam ke
chale jāne ke bād ātī haiṅ